forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    trading ma jald bazi se kam nahi lena chahye belke forex trading ma soch samajh ker work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh bse uss ke moving avvereg ko dekh ker buy or sell krna chahye jald bazi se to sirf aap ko loss hi ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      koi bhi trade open krne se pehel yeh tasali kr le jy k yeh hamain profit de gi ya ni aur phr currency ko bhi ache se check kiya jy then us trade ko open kiya jy yeh na ho k ap jaldi jaldi main koi galt trade open kr betho aur ap ko loss ho jy aur sab se bhar kr yeh k trade open krne se pehle market pe goar kr liya jy.
      • #198 Collapse

        yes demo account is one of the best source for knowledge. Demo account aik bht acha source hai jis say hum learning ker saktay hein aur apni trade ko bahtar tareekay say play ker saktay hein is liye hummay pahlay demo account per practice krni chahiyee
        • #199 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
          forex trading ma jald bazi se kam nahi lena chahye belke forex trading ma soch samajh ker work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh bse uss ke moving avvereg ko dekh ker buy or sell krna chahye jald bazi se to sirf aap ko loss hi ho ga.
          foeex trading busiens smein jab ap jald bazi karty hain to apko bohot loss hota y jisko recover karna apky liye mushkil ho jata hy isliye apko patience k sath tading karni chahye tab ap successful trader ban sakty hain forex mein.
          • #200 Collapse

            dost main app ki baat say agree karta hon kyun forex trading mind ka kam ha na kay heart ka kyun yahan app nai apnay mind say souch kar right time pe right deceion karna hota ha aur har cheese ko zain main rakh kar faisila karna hota iss bussiness main emotions ko control karna buhaat zahroori ha
            • #201 Collapse

              orex market may ksi bhi currency ki do prices hoti hain, aik bid kehlati hay aur aik ask, jab ap in dono ki prices dekho gay to ap ko dono may faraq nazar aye ga, yeh jo prices k darmyan faraq hota hay yehi spread kehlata hay, jaisa keh apni local market lay lo, dollar agar ap buy kartay ho to 105 ka hay, aur agar sell kartay
              • #202 Collapse

                I thing that forex is very reliable business in the world because you have sort money don't worry you started the trading .here is big money big profit and sort money sort profit you have control your earn
                • #203 Collapse

                  bhai forex ma jald bazi ka bohut nuqsan hota hain.apko forex bohut hi aram aur samaj kar karni chahiye aur agar apko forex thek sa ni ati hai to apko forex main bohut profit bhi hota hain aur forex market main apko bohut loss bhi hota hain...
                  • #204 Collapse

                    Yes of course my brother,,, Forex hamare ecnomic ko strong kar sakta haii aur is platform par Bhoot se log a kar kam kar sakty hain aur thori se mahnat karne par ab ko wo sub kuch mil jai ga jis k hamin khoahish hai
                    • #205 Collapse

                      Forex ki practice me to iska andaza nhi huwa mujh ko magar yes jaldbazi kisi b cheez me sahi nhi hoti phir wo chahe forex ho ye real life.
                      • #206 Collapse

                        forex trading aik online business hai aur issay business samajh kr krna chahiay aur business main jald bazi kaam nahi aati. knowledge ka sath soch samajh k sath aur experience k sath trading krni chahiay
                        • #207 Collapse

                          han fprex ahmari economy ko mazbook ar sakt hai lekin us ke liye um ko proper mehnat ki zarpaoata hai phir hi hum is mainkamyaab ho sakte hainis mian humko proper hard work ki zaroarta hia our hum is main phir hi kmayaab ho sakte hain
                          • #208 Collapse

                            g bahi ap bilkul sai keh rhe he ke hamin jaldbazi nae karni chayeee is mai hamra he loss he or jaldbazi se hamain koi faida nae.....is mai hamain socha samjha ke or point ke mutabiqq comment karna chayee......
                            • #209 Collapse

                              dear friend forex trading main trading karty wakt hamain bhoot tamal mazaji ka mazahaira karna chayi , trading k wakt jalbazi sy bachana chayia warna loss b ho sakta ha .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                main samajta houn k kisi b kam main jalbazi sy bajay profit k loss k chances zaida hoty hain is layia bhoot he achi tarha soch samaj k forex main trading karni chayia .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X