forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    my dear brother forex treading ma jald bazi ni krni chiya jald bazi kra sa huma boht sra loss ho skta ha loss sa bucna ka liya humay jald bazi ni krni chey or saber sa kam lana cheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      ji han ye bat sahe hy kay ager app forex trading may jald bazi karo ga to app ko yahan pa nuqsan ho ga o ase kay jab app yahan pa kam karte ho or app jald bazi kar te ho to app sa choti sa ghalti be ho jate hy jo kay bad may app ko aik bari loss ki shakal may nazar aye is waja sa yahan pa jald bazi na karo
      • #738 Collapse

        g han bhai jan aap theke keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business emn success hasil krn yky liy patience sy kam lena boht zarori hy or jld bazi nahi krni chahiy patience kamyabi ki key hy agr aram sy kam krne gy easily success mily gi
        • #739 Collapse

          Jii han sahi kaha hai jald bazi karny se forex main bohat nuqsan hota hai iss liye humy kabhi bhi jald bazi nahi krna chaye aur sabar se kam lena chaye ta ka h um asani se begaire kisi risk ka acha earn kar sakin aur humy kisi bhi kisam ka loss na ho isl iye jald bazi forex min bilkul bhi nahi karain.
          • #740 Collapse

            forex trading men kabhi beh aap jald bazi ka mozahira na karina koun kay woh aap ko nuqsan ke taraf lay jata hai koun kay jald bzi men jo wehsay beh jo faislay hotay hain woh nakam hotay ahin tu yeh tu trading haai is men jab beh aap sochay samjhay baghri enter ho gay loss ho ga aap ka
            • #741 Collapse

              g han dost forex trading main jald bazi se trade nahi karni chahiye forex main hameesha cool mind ho k aur market pe thek tara se analysis kar k he trade lagani chahiye jald bazi main trade lagany se nuqsan hota hai aksar trader market main tezi dekhar kar bina sochy samjy order laga dety hai is tra loss k chance bohat ziyada hoty hai
              • #742 Collapse

                bhai forex trading ma jald bazi se loss ho jata ha islie forex trading ma soch smjh kr aur skoon se trading krni chaiye aur apne feeling aur emotional pr control krna chaiye aur jaldi bazi ni krni chaiye
                • #743 Collapse

                  forex may jaldbazi bilkul b nae krni chahya ku kay ic say apko lose hota hai. ap market ko analise e nae kro gya to apko pta kesay chulay ga kay achi trade kb krni hai or kb nae ic liya phly market ko anylise kro ic ko pura smjo phr kisi achay time pay trade kro us say apko bht faeda hoga
                  • #744 Collapse

                    forex me jald bazi mt kro aur forex business bahot acha business hey mein tu ab is ko bahot pasand karta hn meri family bhi is ko support karti hay ap is mein loss bhi ker skatay hay lekin is kay liye ap ko chayei hoga kay ap learning kar lo takay ap forex mein good profit bhi made kar sako .
                    • #745 Collapse

                      dear brother forex main jald bazi ka bahot zyada nuqsan hai is main han aona sara profit mint main kyo datay hain or ham loss ker baithtay hain.
                      • #746 Collapse

                        hum ko forex trading main koui jald bazi nhi krni chahiya kiu k agr hum koi jald bazi kry gy to hum us k khud zumydar ho gy kiu k is main hum ko patience k sath kaam krna parta hai agr hum is main koi b mistake kry to hum apna sara bonus lose kr sakty hain
                        • #747 Collapse

                          bahi jan ager ap trading ma jald bazi kery gy to ap koloss ho sakta hy agher ap ko forex per kam kerna hy to jald bazi nahi balky thandy demagh sy kam kerna chahihy ta ky ap ko kabi loss na ho
                          • #748 Collapse

                            ye ak business ha jis me pheley ap loga is me learned kr the hain pr ap loga is me exprinec hasil kr ke ap loga is me acha khasa profit na sak the hain.
                            • #749 Collapse

                              hum ko kabhi bhi trading main jald baazi nahin kerni chahiyea hum ko phelay achi terhan say market trend ko samjh lena chhaiyea us kay bad hi koi trade open kerni chahiyea kyun kay trend kabhi bhi opposite ja sakta hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                g jan bilkul humay jald bazi sa kam nahi lena nahi lena chahiye hamesha jald bazi karne sa nuqsaan hi nuqsaan ha balkay sabar sa kam lo is tarah hum apni mistake bhi dekh sakhta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X