forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    is main ap ko chahiye k jaldbazi na karian aur is main dheyan sye trading karain to ap ko is sey faida hoga aur ap nuqsan sey bach panegye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      , i believe that the patience of the traders in the Forex market could be one of the ways or reasons that lead to the profits or at least reaching to the traders' targets , if the traders are patient enough in the Forex market they will achieve profits and wait for eliminate the floating losses that are not real losses yet because we can wait because we expect that the prices would change in the future
      • #618 Collapse

        forex trading jaldbazi aur greedy karnay se ap ku loose he loose ho ga es mein tab he kamiyaab hona gae jab es mein tention na ley aur es mein small volume se trade karay
           
        • #619 Collapse

          yes patience is very important in trading we need to take care of the right timing to open and close a trade and we get this experience from practice and learning and with time we become successful trader.
          • #620 Collapse

            forex mai jald bazi ka wakay mai he bohat nuksaan hai agar ap ne order ko jald laga deya ya jald kaat deya tu ap ko loss hai aur profit honay se mahroom ho jatya hai hai ap
            • #621 Collapse

              forex tradeing ma jald bazi ka boot zeda loss hote hain hamain chaye k aik waqat ma aik hi trade karain too zeda best ha agar hum aik waqat ma aik sa zeda trade karte hain or jaldi rich banane ki koshash karte hain too boot zeda loss hota ha. is lia forex ma jald bazi sa kam nai lena chaye balke koshash karni chaye k kam sa kam profit zaroori hasle karian.
              • #622 Collapse

                yes forex trading main jald bazi krny sy hamesha nuksaan hota hai kiyon hum jis kaam main jaldi krty hain us main hamesh loss hota hai is liye forex trading main jld bazi bilkul nahi krni chahiye
                sh shah
                • #623 Collapse

                  well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, forex trading mein humein lack of knowledge aur inexperience kay baad jo sub say ziada danger aur nuksan dey cheez hai wo forex mein trading kartay huey jald bazi say kaam lena hai, jald bazi mein ki hui trade humein sirf aur sirf nuksaan he deti hai...
                  • #624 Collapse

                    jaldi ka nuqsan he nuqsan hota hai forex me aap ko jaldbazi nahi karni chahiye kiun ke forex me jitni jaldi karo ge utna he is me nuqsan ho ga or kuch bhi hasil nhi ho sake ga ap ko is lye i think aap mehnat karo or is me phal ka intezar karo kiun ke sabar jitna karo ge or tahamul se kam karo ge us ka phal utna he meetha ho ga .
                    • #625 Collapse

                      jaldi k kam sehtan ka hota ha wesy b forex man trade krty howy humien jald bazi ni krni cahie agr hum aisa kry gy to humien forex man profit ki bjaye loss ho ga aur is loss man hum apna deposit b zia kr d gy
                      • #626 Collapse

                        yes my dear if we would make haste it would defenatly makes us waste so take dicisions with the cool mind and this would give us a very low chance of loss and that is the thing which we are willing to do ...and it would happen soon by patience
                        • #627 Collapse

                          han gi, forex trading jo log jald bazi kerty hein wo akser loss hi kerty hien, yahan tu apko patient mind k sath trading ki zroorat hoti ha, or her faisla boht important hota hai, isi leiy soch samjh ker kerna perta hai,
                          • #628 Collapse

                            yar is man jaldi ka koi kaam nai hota and isi liye hamain chaye k hum is main patience rakhy and market ko achy se watch kar k he trade karain ta k is main koi bhe loss na ho and profit ho...
                            • #629 Collapse

                              Theak kaha apny k is main hum jitni jald bazi karty hain hum utna hi is main Uuqsan karty hain ,main khud bhi isi jald bazi k waja se 2 ber nuqsan kar chuka hun, forex main kabhi bhi jald bazi nahi karni chaiya nahi tu bus loss ka maza chkhain gy ..
                              I Neend Good friends............ :confused:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                forex trading me trading hmesha apni strategy or analyses ki base pe krni chahiye agr jald baazi se kaam liya to is se ap ko big loss ho skta he ap ki aik mistake se ap ka capital wash ho skta he markete ko hmesha watch kr k hi trade krni chahiye.jald bazi ya greed krne ki wja se sirf loss hi face krna parta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X