forex trading ma jald bazi ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    forex tarding main jald bazi se nuksan ho jat hai jab be tarding karo tu jald bazi na karowarna ap loss he karty rahyo gay forex bahot acha business hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      forex trading main jald bazi ka bohat nuqsan hai wo is trha kay ap koi trade jald bazi main lagao gay to ap ko us ka hmeesha nuqsan hi ho ga.
      • #543 Collapse

        jald bazi mein na sirf forex mein nuqsaan hota he balkay jo ap dousray kam karty hein wo bhi jald bazi ki waja se sahi nai ho paty, frex mein jald bazi or bhi nuqsaan deh he is se bachna hoga profitable trading karnay kay liye.
        • #544 Collapse

          yes I agree with you forex may jald bazay kay bahoot zaida nuksaan haa forex per practice karnay say app aik accha trader ban sakhtay hoo hamay trading say pehlay par kuch waket kalya zaroor practice karney chahia forex ko app jitna zaida time doo gay utna zaida faida hoo ga forex may hammasha sooch smaj kar kaam karney chahia
          • #545 Collapse

            is bare main abhi mujhy sahi ideas nhi hy k main profit milay ga likin agar hum yh faisla jald bazi mein kerty hy to humain us se koi profit nai milta balkay ulta humain nuqsan ka samna karna parta hy jese hi sahi information milti hy apko inform karta hon
             
            • #546 Collapse

              Gee bilkul jesa k kaha jata hy k jald bazi shetan ka kam hy so hmen bht soch smjh kay or aram se cheezon ko manage krna chaheye wrna jald bazi ka nteeja hmesha nuqsaan hi deta hy .
              • #547 Collapse

                ji bhai ji ap ki baat achi hai aur is main to ap ki advise hai logo k liye q k is main jab bhi new banda aata hai to us ko bht hi ziada masly hoty hain kuch smhh bhi nhi aa rahi hoti is liye ye hai k agr ham is main kam krty hain to hamy in sab cheezon ka khayal rakhna chye aur is k ilawa ye bhi hai k is main dehan se kam bhi krna chye
                • #548 Collapse

                  AOA forax trading ma jald bazi sa kam nai lyna cyeaya jb hmary dil ma lalach ata ha tb ham jald bazi sa kam lyty han es doran ham ko planing ki fikar nai hoti jess sa ham ko nuksan ho skta ha.
                  • #549 Collapse

                    Assalamu alekum dear... :) Bhai trading main jald bazi krnay say apna he nuqsan hota hai. Jab ap trading kr rhay hotay hain to apko her jaga lagta hai k yahan pai trade kr luga to bohat profit hoh ga
                    • #550 Collapse

                      forex aik asa kaam hai jis mein ap ku wait karna he hota hai kiyon k es mein market kisi be waqt down ja sakti hai so es mein tention na ley aur kosis karay es mein mind se kaam karay ap k liye ziyada better ho ga
                         
                      • #551 Collapse

                        bro jald bazi kisi bhi kam ma ho hamasha nuksan dati ha or baz oqat to asa loss hota ha k aap ko apna complete business setup band krna pr jata ha
                        • #552 Collapse

                          yes dear aap ne bilkul theek kaha main aap ki baat se agree karta hun hamein chahiye chahe hum new houn ya old senoir houn, hamein jald bazi se kaam nhi lena chahiye, jald baazi mein hamari ghalat trade lag jati hai, or phir hamein nuqsaan ka samna karna padta hai, so main ye he kahunga ke hamein achi tarah markeet analyse kar ke trade lagani chahiye.
                          • #553 Collapse

                            dear main new ho lekin aik baat bohut proper janta ho kay jald bazi main har kam main nuqsan hota hai aur forex ki trading main jald bazi na karni chaiye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh bse uss ke moving avvereg ko dekh ker buy or sell krna chahye jald bazi se to sirf aap ko loss hi ho ga.
                            • #554 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                              forex trading ma jald bazi se kam nahi lena chahye belke forex trading ma soch samajh ker work krna chahye tumam currency pairs ki tassli ke sath prices check krne ke bad achi tareh bse uss ke moving avvereg ko dekh ker buy or sell krna chahye jald bazi se to sirf aap ko loss hi ho ga.
                              my dear friend in Forex trading patience has great value that is why in Forex trading trader should be patient and do not be overconfident if you want to save from loss then you should be patience do not be greedy in forex trading.if you loss your patience so you must be suffer from loss. In Forex trading you must be careful.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                Forex tradingt me jald bazi ka nuqsan ye ha k hm kafi loss kar sakty ha is business me hmen kabhi bhi jald bazi se kam nahi karna chahey hmeshah sabr or tahmul se kam karna chahey tb hi hm is business me success ho sakty hain or acha earn kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X