Hedging ka success full idea.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging ka success full idea.
    Market agar side bay side hai to centre point say hedging karain buy and sell than 100 pip tak aik trade close kar dain. Or jab jab market main aap ki loss wali trade per loss kam ray jay. Phir say hedge kar lain. So step by step aap ka account bara ho jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha dear ye to ap ne thik kaha hai k agar market humry opposite jati hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai dono trades aik time par lagani chaye aor aus k baad hum ko ais mai jo trade profit mai aye aus ko close kar dena chaye aor loss wali trade ka wait karna chaye jab profit mai aye to aus ko bhi close kar dena chaye.
    • #3 Collapse

      Hedging aik aisi cheez hai jis main ham trading achi kar kay acha profit hasil kar saktay hain laikin hamain pata Hona chiay kay agar insta forex main ham kafi acha profit earn karna chatay hain to phir hedge kar kay two to three months account grow kar lain to theek rahay ga.
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat theak ha hedging se ham profit gain kar sakty hain is k liye ap aik he time p buy aur sell karyn aur jab aik trade extreme high ya low chali jaye tu us time profit mein close kar dyn phi jab market wapas aye aur loss kam reh jaye tu phir hedge kar dyn tu profit hoga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          hedging b trading ka ak tareeka hai jis main trader ko kabhi faida or kabhi loss bi hota hai hedge ak khas technic se ki jati hai kch broker hedging ki permission nahi daitay or kch broker hedging ki permission daitay hain hedging krne se pehle apne broker se maloomat hasil kerna zaroori hai

          اب آن لائن

          Working...
          X