spread kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Kisi bhi currency py trade open krni ki fees ko spread kehty hain yeh fees brokers charge krty hain ya currency ko milyi hai is ka mujy nhi pta lkn fees hoti hai har currency ki apni spread hoti hai major currencies ki kam hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ayk pair two jory ky sorat me hota hai . jesy EUR/USD . is me do pair hain. ab in dono ky drmiyan price me jo fasla hai usy spread kety hain. ye har broker ka apna apna hota hai . insta forex me ye bhot low hai aur ye hi khobsorti hai iski .
      "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
      • #63 Collapse

        My friends forex main spread bid our ask value main difference ko khetay hian jo k different pairs main different hoti hain our ap major pairs pay karein gay to pher un ka spread kum hota hy our wo trading k leay best hy
        • #64 Collapse

          Spread woh commission hota hai jo hamari her open hony wali trade sy ham sy wasool kia jata hai jesy hi ham kisi pair main trade open kerty hain tou hamari trade kuch loss sy start leti hai so us loss ko spread kehty hain jo kisi pair main bahot zyada hota hai tou kisi pair main kam hota hai aur kisi pair main bilkul bhi nehi hota
          • #65 Collapse

            Aap ney jo define kia hy woh bilkul saheeh hy aur aik standard spread hota hy. Lekan kuch currencies aur commodities main spread ziada hota hy, jis sey jahan profit barhta hy wahan loss key bhi chances ziada ho jatey hain. Start main ziada spread wali currencies ya commodities ko use nahi krna chaheye aur normal spread key sath kam krna chaheye.
            • #66 Collapse

              market main jab hum kam karty hain to humain spread ko use kar kay kam karna ho ga magr humain demo ko use karna ho ga jis say humain pair main achi earning ho sakti hay
              • #67 Collapse

                Forex trading busniss mai apna spread ka picha hy tu sprespread hum market mai jo currences hoti hy unki darmiyan jo gap hota hy usko hum spread khty hy jis ko broker ka comession be khty hy
                • #68 Collapse

                  forex market mai spread broker ka commission hota hai. ap jab bhe market mai koi order open krtay ho tou es waqat ask aur bid price hoti hai. es betwwn price ko spread khtay hai.
                  • #69 Collapse

                    the difference between two pair called spread is main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay gi aur learn kar k hi hum acha earn kar k sucess ho sakty hain
                    • #70 Collapse

                      Xes dear a ki bat thek ha currency k gave ko hum spread khete hein tu me is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye bihat important ha hum is ma bohat kuch kma sakte hein
                      • #71 Collapse

                        is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur pips k darmiyan fasly ko hum spread kahty hain aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess hon gay
                        • #72 Collapse

                          is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur pips main hi hum move karty hain trade karty hain aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur is say profit hasil ho saky ga
                          • #73 Collapse

                            forex traading main humay spread ko bhi daikhan chahiey aur mery khyal main humay apnay take profit main spread ka magin rakh lena chahiey kyun keh tab he humari trading achi ho sakti hay
                            • #74 Collapse

                              kisi b pair main jub price main farik hota hai is ko hum nay is market main spread say maloom kr saqty hai ye zada tar is insta broker main ik hi hota hai ye zada say zada 3 pip ka hota hai or is say zada ye kisi b pair main nahi hai
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                pips k darniyani fsaly ko hum spread kahty hain so hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur earning ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X