kia earning k liye experience ki zrorat ya luck ki?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia earning k liye experience ki zrorat ya luck ki?
    most of trader ye sochty hain keh just good luck hone se wp behtar earning kar saktu hain but me kehta ho k ye onki wrong thinking hai jab koi insan dil se mehnat karta hai to good luck bhi osi keh sath hota hai jis se wo behtar earning kar sakta hai kisi bhi business me successful hone keh liye mehnat zrori he excuses and prayers work nhi karti business k duran
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading luck ka koi cjakar ni.kabi aik dafa luck ka sath dena koi bari bat ni pr har dafa luck sath ni deti.agr sath deti ha to wo ha ap ki planning, ap ka analysis r ap ki stragedy.r jb aik insan mehnat karta ha to ALLAHA b us ki madad karta ha.
    • #3 Collapse

      g ha dear jaha tak baat hai forex market mai paisa earn karny ki to ais mai hum ko time dena parta hai aor aus k baad hum ko ais market ka experince ho jata hai jis se hum ais market mai acha khasa paisa kaama sakty hai kun k hum ko market ki samjh aa jati hai.
      • #4 Collapse

        Dear earning kay liay luck or experience dono ki zaroorat hoti hai hamain bas apnay experience or skills per trading karni chiay tab ham acha earn kar saktay hain.
        • #5 Collapse

          ap ki bat bilkul thk hy ke trading luck se ni hoty experience or hardworking se hoty hn luck to aik adh bar ap ke kam ay ge lkn experience ap ke liy aik permanant chez hy jis ko use ker ke ap hamaisha earning ker sakty hn keon ke luck to jua and gambling main hoty hy jub ke forex aik profession and worldwide business hy
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Aslam o alikoum dear brother kisi bhi kam ko sekhnay kay laiy app wo kram sekhain aur us kam main experience hasil krain luck ka taluq Allah per chor dain
             
            • #7 Collapse

              Forex trading mai luck ke base per trading karna aur long term mai trading mai kamyabi hasil karna namumkin se baat hai. Forex trading mai kamybi kay liye learning aur trading ka experience he kam aata hai. Luck ke madad sy aik do trade kamyab ho jate han lakin forex ke proper learning kar kay trading karna he behtar rehta hai.
              • #8 Collapse

                sir forex ma man lety ha k luck ki zarorat hoti ha lakin luck to kabhi kabhi kam ata ha lakin forex ma earning k liye apko experince ki zarorat hoti ha qk jatni ap achi earning krty ha uthna hi apkay liye acha hota ha qk forex ma market apko itni easily nai earning krnay deti ha
                • #9 Collapse

                  ji sahi kaha hai bht saray traders yehi sochtay hain k trading main luck chalti hai ye baat bhi kisi haad tak durst hai lekin is main luck k sath sath hmara experience bi bht aham hai kisi bi kaam k tajarubay k bagair us main kamyaabi namumkin hai
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother G han zarorat hai koum nhe hai aik experience man aur un experience man farq to hai na jo kuch na janta ho wo loss kray ga aur jo janta hai wo earn kray ga
                     
                    • #11 Collapse

                      Jee bhai apki bat se me agree hun k trading me luck se zeada experience ki zaroorat hy by luck kbhi kbhi aesa ho skta hy k apki trade apke favour me jae but agr apke pas trading ka acha experience ho to hr trade profit me jae gi air achi earning hogi.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Vampire551 پيغام ديکھيے
                        most of trader ye sochty hain keh just good luck hone se wp behtar earning kar saktu hain but me kehta ho k ye onki wrong thinking hai jab koi insan dil se mehnat karta hai to good luck bhi osi keh sath hota hai jis se wo behtar earning kar sakta hai kisi bhi business me successful hone keh liye mehnat zrori he excuses and prayers work nhi karti business k duran
                        hamain forex trading main successful honay k liye zroori hai k hum is k baray main learning krain luck pai depend kr k hum forex trading main ziada time nahi guzar skty
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Vampire551 پيغام ديکھيے
                          most of trader ye sochty hain keh just good luck hone se wp behtar earning kar saktu hain but me kehta ho k ye onki wrong thinking hai jab koi insan dil se mehnat karta hai to good luck bhi osi keh sath hota hai jis se wo behtar earning kar sakta hai kisi bhi business me successful hone keh liye mehnat zrori he excuses and prayers work nhi karti business k duran
                          Forex trading Mein running karne ke liye sabse Jyada Jaroori Hai Ke Hamare Paas trading ki knowledge leg pad Band Karke I'm trading my successful nahi ho sakte

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X