forex in islam ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex in islam ???
    guys please bataen k forex ya trading krna islam me kasa hai or kia ye sahe hai ya ni islam me means halal haina ye q k hum es ko apna etna time dete hain or apna mind bhi lagate hain es par to phir bhi me esme experts ki rayee janna chahata hu k ye sahe hai islam me ya ni ???

    DOSTON AGAR POST PASAND AYE TO THANKS AND COMMENT DEN PLEASE,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai forex ki to ye aik business hai aor ais mai ap kaam karty hai to ais mai ap ko profit aor loss hota hai ais mai ye hai k agar hum kaam karty hai to ais mai sekh kar kary ta k hum ais ko real business ki tarha kary to ye halal ho ga humry liay.
    • #3 Collapse

      Dear brother yeh aik business hay is main aap ko profit be hay loss be is lay yeh aik Islam Kay mutabiq bilkul jaiz hay aap is ko aik full time business Kay tur par lay saktien Hain or is say aap ko profit be hasil ho ga
      • #4 Collapse

        sir ma is ma ziada detail ma nai bta sakta ho lakin forex hamry sub k liye bhot best ha qk ham forex ma ghr bethy earning bhi kr sakty ha islay lakin aek ches k apko forex ma lalch nai krni chahiye is ma apko mehnat krni chahiye start ma to time lagta ha lakin uskay k bad ap bhi kamiyab ho sakty ha
        • #5 Collapse

          Dear, aap forex ko islam men jaiz ya na jaiz janne k liye kissi mufti ya aalme din k paas jaen aur khud forex k bare men information len k kia forex islam men halal hai ya haram hai.
          Dear main smajhta hoon k jis bussines men profit aur loss dono hote hain wo islam men halal hai ,main ne chand aik muftion se bhi pucha hai kch isse halal kehte hain to baz aise bhi hain jo isse na jaiz smajhte hain, isliye aap khud bhi ja ker iss baat ki tasally ker len.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            forex aik halal business hay hum is pe kaam kar sakty hay kiu k is may kahi bhi sode shamil nai hay is liay wo kam jis may kahi bhi sode ya rishwat shamil na ho hm wo kam kar sakte hay wo kaam islam ki roh se halal hay
            • #7 Collapse

              forex business islam mei bhi baki tamaam business ki tarah hilaal hay kyun kay ess mei loss bhi shaamil ha profit bhi shaamil hay aur ap ko koi sood nahe dena hota kyun kay forex mei ap ko koi loan nahe milta jis sey ap sood ada karen eslye hilaal business hay
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
                guys please bataen k forex ya trading krna islam me kasa hai or kia ye sahe hai ya ni islam me means halal haina ye q k hum es ko apna etna time dete hain or apna mind bhi lagate hain es par to phir bhi me esme experts ki rayee janna chahata hu k ye sahe hai islam me ya ni ???

                DOSTON AGAR POST PASAND AYE TO THANKS AND COMMENT DEN PLEASE,
                Islam name forexi trading karna bilkul allowed hai isme koi masla nahi hai main boshe molvi Hazrat se suna hai ke hum Forex trading kar sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X