don't loss your hope...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Forex tradings mein jld bazy to na krana hai kiaon khe ager jladi mei kaam shuru kraein dan gay or market kaa trend kaa pata hi na hao gaa to iss mein kes traeh say achi aamdan achieve kar skaein gey to es mei kaam karna hai, aaram sey phr hi fayda market sey hao gaa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      forex trading ek buisness hai aur buisness main jahan apko profit hota hai wahan apko loss bhe hota hai to agar ap ko oloss howa aur ap hope chor do gay to ap kbhy kamyab ni ho sako gay agar apko loss howa hai to apko humat rakhne hai aur zehan main goal rakhna hai k main ne us loss ko cover karna hai
      • #408 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ayubkhan1 پيغام ديکھيے
        Forex tradings mein jld bazy to na krana hai kiaon khe ager jladi mei kaam shuru kraein dan gay or market kaa trend kaa pata hi na hao gaa to iss mein kes traeh say achi aamdan achieve kar skaein gey to es mei kaam karna hai, aaram sey phr hi fayda market sey hao gaa.
        gee haan bhai forex trading mein jlbaze krne se koi faida nhe milta he aur trader ke lie lazme hota he keh woh apne mind ko acha rkhe aur apne trading mein ache income ho ge jb trader market mein sahih minid ka istemal kr ke apne trading kre ga phr trading mein trader hmesha kamaybe hasil krta he aur trader apne hope ko lose nhe krta he
        • #409 Collapse

          Dear asa nahi hota ap trading krty hein to experience k sath kreen ye nahi k market mein trad lga k wait kreen agar ap ko correct pta ha to ap fir trad kreen or fir wait kreen agar market ulti movement bhe kry to is liye hard work kr k acha experience hasil kreen or then correct trading kreen or acha profit earn kreen
          • #410 Collapse

            Dear new trader main saber hi to nay hota agher wo saber sy kam lay to un ki jo trade loss main chal rahi profit bi day sakti hy lakn as ka lay ap ko muslsal market ko watch karna ho ga ager ap as trah nay karny gy to ap ko loss bi ho sakta hy
            • #411 Collapse

              bhai sabar aci cheez he per trade loss m jae to apna stop limit pehle se zehen me rakhe zada loss nah hona chahiye or market ki directiomn dekh kar trade lagaen take profit me hi rahe
              • #412 Collapse

                ham dakty han k ham new deal open karty han to wo ap k against jane shoro ho jate ha.
                agr zyada loss me jy to wo wapis us point tak ate ha k hamy kam loss ho raha ho to ap ko kam loss me close kar dena cheay.easa na ho k market wapis profit me na ay or ap ko zyada loss utana pary.
                • #413 Collapse

                  , aap ki baat sahi hai hei humi appnay umeed kisi soraet nahi chaorne chayeey kayon ky humi hamaere umeed hi kamyabi ky kareb liye jaati hai iss lyeey trading karte wakat bohat patience ki zaaorrort hotay ha propar analyses kre market kaa sabar rakaey aor apnee hope ko qaem rakeey tb kamyabi aap kaa muqaedar hao gy.
                  • #414 Collapse

                    App nei surely thik frmaya humn hope nyi chornee chaehiye jeb tuk market mn iss kaa uraooj nyi hotaa hmmin patience say kaam lanaa chaehiye ta keh jeb b market mn USD kee value up hao forn hi baach daynaa chaehiye.
                    • #415 Collapse

                      Brother agr ap ne stop loss use kiya hua hai to ap ko loss kam hi hoga or ap ko trading market ko full learn kr k krni chahiye agr ap ko loss ho b gya hai to mind fresh hi rakhain agr koi problem hai to trading thori der k liye chor dain mind per tension rakh k trading nai hoti or ye ap k ziayda loss ki waja bn skti hai agr ap ko lgta hai k market k bounce back jany se ap profit ly skty hain to ap trade open kr skty hain
                      • #416 Collapse

                        forex trading main apni umeed nahi chorni chahiey kyun keh agar hum esmian apni umeed chorain gay to hum esmain achi earning nahi kar sakty balkeh humay esmian ulta loss ka risk hota hay
                        • #417 Collapse

                          G forex trading mein koi trade open ki hy aur wo trade loss mein ho Gaye tu ap ko is ko close nhi Karna cahaiye balkaye us ko dekhna cahaiye aur sabar se kaam laina cahaiye kiok market up down move karti hy aur ho sakta hy wo trade profit mein close ho aur sab se acha hy k analysis se us trade mein stop loss aur take profit use karain
                          • #418 Collapse

                            jo traders is main planning say or lot ko teek size main lagaty hain ye kafi zada kum tension main trading ko krty hain is liay humy in say sabik laina hota hai jis say ye sara kaam krna hum kay liay asan ho jata hai
                            I LOVE PAK FORUM
                            • #419 Collapse

                              jee ha sir sahi kaha ha apnay forex aek asa bussniess ha jaha say hamay loss bhi ho sakta ha or profit bhi islay hamay forex ma apni hope lose nai krni chahiye balkay jis waja say hamay loss hota ha usi waja say hamay dakna chahiye kay hamay loss qk hoa ha takay ham wio mistakes nai kryy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain es main positive mind k sath trading karni chahye jub hum trading karty hain tu hum pah;y he apna mind set kar dety hain or khud se sochty rahty hain jis wajah se chahye aik tu hmain es main aha sochna chahye dosra hmain es main trading karny k liye apni hop ko qaim rakjhan chahye or sochna chahye k hmain es main kmyab hona hai tu insan aik sdin zaror hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X