New traders kay liye profitable trading ke tips:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders kay liye profitable trading ke tips:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear app NY ache batean trade k lehaz say ache humery sath share ki gain jin k oper amal ker k aik to him apni trades ko profitable bna sagtay hain dosara humean us say seikhny ko boht khuch mila hy but copy paste say avoid karean pher he acha bonus mily ga
    • #3 Collapse

      Bhai ap ny bohat achi tips de hen and bari detail ma bat ke hy ma is k sath add karo ga k new trader ko chaye k wo pehly apny account ma balance ziada karen kiun k jitna balance kam ho ga utna he account wash hony k chance kam hon gy
      • #4 Collapse

        g ha dear ye to ap ne bahot hi achi post ki hai aor ap ki post ko study kia hai ais se ye hai k jo new users hai aun ko bahot help mily gi aor ais k sath agar porany traders ais par amal kary to wo ais market mai apna loss ni hony dey gay agar wo ain baton par amal karty hai to.
        • #5 Collapse

          Ji Bhai Apne jitne bhi points batata hen Sab ke Sab bhot hi aalaa kisam ke hen or Forex men rozmarra ke Kam ane wale maen sir itna hi kahon GA ke Sab se pehle hamen Forex ko sekhna chaie itna sekhna chaie ke jab tak ham khud na samjhayn ke ab ham trading ke qabil hen tab tak hamen real trading start nai Karni chaie
          • #6 Collapse

            Bhai ap ka thread bohat usefull hai iss tarah ke threads posts hony chahye ke hum kuch new seekh saken main ap ke sub points se agree karty hoon specifically last one ke revenge trade na karen kabhe bhe warna loss he ho ga
            • #7 Collapse

              Bro aap nay bohat achi tips share ki hain jis say new traders ko bohat faida ho ga... Agar new traders in tips ko ziada say ziada use karty hoye trading karen to iss say un ka trading style bhi acha ho sakta hai jo agay jaa kay un ko aik acha trader bannay main faida day ga.
              • #8 Collapse

                iss thread mai jo b information mai naay share ke hai woh maira personal experience b hi . as a new traders saray traders he yeh wali common mistakes hoti hai. maire khayal say traders ke liye zaroori hai ke woh chaiye trading knowledge rakhty hon ya na rakhty hon in tips per zaroor kaam karin.
                   
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikoum dear brother main y khata hu kay aap fundamental trading krni chahaiy aur market ka analysis kr kay trading krain
                  • #10 Collapse

                    iss kay sath sath new traders say aik aur common mistake hoti hai ke woh trades per stop loss aur take profit use nai karty hain . iss ke waja say b traders ko capital ka loss hota hai ya phir waqat kafi waste ho jata hai . new traders ko chaiye ke woh stress free trading kay liye stop loss ka lazmi use karin aur iss ko change na kiya karin aur loss ko accept karny ke adat dalin.
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      1. Over trading say perhaiz Karin – iss ke jagha patience kay sath achy mouqay ka wait Karin aur phir he trade open Karin.

                      2. Trend kay against trade na Karin - Khabi b daily aur 4h trend kay khilaf trade na krin.

                      3. Bary Lot size ke selection na Karin – Try Karin kay app apny account kay 5 percent say ziada ka risk aik trade mai khabi b na lain.

                      4. Emotion per Control rakhin – Trading kay doran emotions ke base per trading decision na lain balky har trade ko apny knowledge kay mutabiq analysis kay baad he open Karin.

                      5. Forum aur dosri location say traders ke trades copy kar kay position open na Karin - iss ke wja yeh hai ke har trader ka apna trading style hota hai aur who iss hisab say apny postions open kar rahy hoty hain jo zaroori nai ke app ke trading style aur account size kay hisab say sahi hon.

                      6. Trading mai loss karny kay baad aik dam say new position open na Karin – Loss karny kay baad traders per ziada tar emotions havi ho jaty hain jis ke waja say achy trading decision nai ho paty hain , iss liye thora gap zaroor rakhin .
                      ---------------
                      Forum members iss list mai kuch aur addition Karin tu yeh new forum members kay liye bohot acha rahy ga.
                      G bhai apny bilkul thek kaha or jitni bhi batain apny bati hain agar new traders in pai amal krain gy to unko faida hoga or wo achy traders bn skain gy
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X