is it possible to make profit with out lossing?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    Kisi bhi business main profit aur loss sath sath chaltey hain. Is leye hamain loss sey ghabrana nahi hy balkeh agar loss ho jaye to himmat sey kam lena hy aur is ko recover krney ki koshish krni hy. Is key elawa jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy us ko bhi judge krna hy aur un ko control krney ki koshish krna hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Loss to har business mai hota hai aur humhe is se sabak seekhna chaiye aur loss se hi humhe apni galti ka pata chalta hai take hum woh galti ko repeat na kare aur forex mai loss ke zyada chances hote hai is business mai learning zyada important hai.
       
      • #723 Collapse

        Bhai ye Pakistan hy yha py wo kon sa kaam hy jo hum log ni kr sakty prfile bnana to do mint ka kaam hy bus demagh say kaam lena pry ga
        • #724 Collapse

          money ko loose kiay beghair bhi forex trading mein earning ki to ja sakti hae magar aisa hona bahot hi mushkil hota hae kiunk forex trading aik aisa business hae k jis mein trading ka start hi loss se hota hae is liay loss se dar k trading nahi karni chahiay.....
          • #725 Collapse

            ji bhai ap ki baat kuch had tk theak hai lakin jo loog bohat mehnat karty hain wo without loosing hi profit earn karty hain lakin aisa kbhi bhi nahi ho skta k ap tuky laga kr without loosing profit earn krlo.
            • #726 Collapse

              G ha ham bagr loss k profit lazmi bana skhty ha lykin hamy us k luya bhut zyda mhant karnu hoti ha pher ja kr ham kamyab hoty ha hamy fin rat ak kar k trding sekhni hoti ha har ak bat jo trding ki ipirtant hoti ha yad rakhni hoti ha pher hi ham kamyab ho ga waa ham kabi bi kamyab ni ho akhty is liya mhant karo
              • #727 Collapse

                g nahi aisa mumkin nahi hai kisi bhi business main aisa mumkin hi nahi hai ap ko losses na ho kiyun ke yeh ek natural cheez hai forex trading main losses hotey hai but ap un ko kam ker sakte apni trading skills ko increase ker ke
                • #728 Collapse

                  g nhai forex mien aisa nahi hota aur apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi panic nahi hon is mein apko chahiye ke ap apne losses ko manage karna seekhen taake ap is mien apne profits se usko barabar kar saken.
                  • #729 Collapse

                    you are right, forex main hum apni galtyoon sy both seekhtay hay. but i think it's not possible k aap forex main without loss earn keray. kyo k jo jitna bhi zaida expert hota hay wo yaha par kabhi na kabhi loss zaror kerta hay. ha ya ho sagta hay k loss ki avg kam ho. but agar aap apni galtyoon say sekho gay to aap both experience le sagaty ho yaha say.
                    • #730 Collapse

                      g han aes aho skata ha agr aap soch samjh kr sahi jaga pr entry krin or lalch na krin r ik adh trade sochc smajh kr rkin tu aap us sa begair lossing k acha profit earn kr skty hian bhai apa ko bhi mehant krni chaye
                      • #731 Collapse

                        dear loss tu har koi karta hy aur forex mai loss hona koi barii baat nhn hy ap ko wait karna ho ga ta k ap ka loss phr se profit mai aa jaye aur ap phr os mai kam kar k acha faida hasil karo jab tak ap es buisenss mai seekha ur smjh k kam nhn karo gy ap ko kabii b acha faida haisl nhn ho sake ga so ap ko mehnat karnii ho gii aur ap acha profit haisl karna ho ga...
                        • #732 Collapse

                          profit aur loss karobar ka hisa hote hain jahan ap ko buisness main profit hota hah wahan ap ko loss bhe hota hah is lie forex main bhe humey loss hota hah humare ghaltion ki wajah se aur use loss se hum saikhte hain aur agar barhte hain is main loss k bagair profit mumkin nai
                          • #733 Collapse

                            Aesa possible nahi hai loss to har business mai hota hai aur forex jo ke risky business hai jaha par loss zyada hota hai humhe apni mistake ko learn karna chaiye aur agar humhe loss hua hai to humhe apni galti ka pata lagana chaiye take next time humhe loss na ho aur hamari trade profit mai ho.
                             
                            • #734 Collapse

                              Hamain loss sey disappoint nahi hona bakeh is loss sey seekhney ki koshish krni hy aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control krna hy. Jo log loss sey ghabra jatey hain unhain jeet bhi asani sey hasil nahi hoti. Loss sey ghabraney ki bajaye us ko accept krney ki koshish krni chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                G haan bilkul kaafi hud tak ye baat sahi hai k jab ap thokat khatay hain tab hi aap seekhtey hain magar apki koshish honi chayea k ap forex trading k baray main poori information hasil karein ta k apko knowledge ho to loss honay k chances kum hon gain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X