News confirmation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News confirmation
    AOA friends news confirmation ke bare men batana Chahta hoon jab bhi ap log forex fectry men koi news dekhty ho Jaise high impact ki unemployment rate to sab se pehle ap us country ki finance news dekh Lia karo is kafi andaza ho jata hy ke ye news kitne percent oper jay ge. Is se Forex fectry ki news confirm ho jati hy phir us ke mutabik ap agar trade lagao to secesful raho ge ye men ne phle khud apply Kiais ke bad aplogo se share ki


    Thread Acha page to thanks Kar dijiy GA
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha dear ye to ap ne thik kaha hai k agar hum news trading karty hai to ais mai ye hai k hum ko calender ko dekhna chaye k kon si news aa rahe hai aor aus ki waja se market mai kitni moment ho sakti hai agar hum ye dekh ley to hum ko news ka kuch pata lag jata hai aor hum aus k hisab se pending orders laga sakty hai.
    • #3 Collapse

      Dear news per itna time hota he nahi kay ham pelay news confirmations karain or phir trading karain ye sab mila kar tab hamain acha profit hasil ho sakta hai so please be saved during news hours.
      • #4 Collapse

        Es mai koi sku nahi k news ki madad say bhe hum bohay achi trade kr sakty hai. Likan es kay lye zaroori hqwi k news bhe confirm ho tou he hum market mai durast aur trend kay mutabiqwue trade kr sakty hai. Jis say humri daily ki earning zada ho gy.
        • #5 Collapse

          Dear news ki confirmation hamare liye bahot zaruri hai but hamare liye kissi other countries ki financial economic ka knowledge bhi hona zaruri hai jo k hamare liye itna aasan ni hai.
          Isliye better ye hai k hamen news k doran trading ni krni chahiye q k iss time pe trading bahot dangerous hoti hai market men movement kafi tez hoti hai jiski waja se hamen loss k chances barh jate hain.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Bhai bat to apke theek hy lakin mera khayal hy ye kafi mushkal kam hy is k liye ap ko economic ka acha khasa knowledge hona chaye lihaza behtar hy ham simply news ko dekhen ya phir technical analysis pa guzara karen
            • #7 Collapse

              G bhai jub ap longvterm ya medium term trader hoon to news ko zehan main rakhna bohat zaroori hai han agar ap scalper hain to phr theek hai koe itna masla nahe
              • #8 Collapse

                G bro! Aap nay theek kaha, kay koi bhi trade open karnay say pehly news confirmation lazmi kar leni chahiye jis say aap ki trade secure ho jati hai. Lekin mere khiyal main har bar humain news successful nahi kar sakti kiun kay news ka koi idea nahi hota kay iss ka market main kia impact paray ga, iss liye news pay fully depend nahi karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  news 3 qissam ki hoti hain..
                  1). High impact news(iss news ka icon ka color red hota hae aur iss qism ki news k released hony sy markeet men kafi tezi aati hae to jb b is qism ki news dekho to apni trades ko pehly hi manage kr lia kro.)
                  2). Medium impact news(isky icon ka color orange hota hae,is qism ki news ka impact normal hota hae,markeet k bahot ziada move krny k chances ni hoty mgr phr b aap apni trade ko manage kr lia kro.)
                  3). Low impact news(isky icon ka color yellow hota hae aur is news men markeet ziada move ni krti balky normal hi rehti hae.)
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear news ka kafi impact parta hai market main agr aap forex trading market main news ko daikh kr chalin gay too aap ko trading krnay main faida ho ga
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul app ne sahi kaha hai news confirmation se market per bht asar hota hai kiun k news ak impact daikhna hota hai k agr news ka data red ho ga to high impact news hoti hai jo k market ko khasa mutasir krti hai news ki confirmation ko farox factory main daikha jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G pehlay hamen us mulk ki muashi halat daikhni chaheye kia behaviour chal raha hai phr trend news or phr ap ko trade lafani chaheye is se ap ko andaza ho jae ga ka kahan or kitni lagani hai trade

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X