why we can't control greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    greed control na honay ki main wajah jo har dafa mene goor ki hay wo ye kay aksar trader ko greed kay chakar mein faida hota hayto sab samhjtay hein haam karein gay to hamein bhi faida hoga ham bhi successfull trader ban jaengay lkin ulta hi ho jata hay or loss ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahyia kaay app forex mein saber se kaam laain aur laaluch se dur rahin yaah app kaay liye acha hia app ko is mein mehnaat karna ho ge
      • #318 Collapse

        Dear ye aik asa business ha jis me hm lalach par cantrol bht mushkil se kar paty hain ye aik asa business ha jis me hmen lalach bht hota ha wo is liye kyun k ye iak asa business ha jis me hmen kafi profit nazar aya ha or zyada profit ki wajah se hm is business me lalach se kam karny lag jaty hain
        • #319 Collapse

          forex trading mai aksar aisa hota hai ke app jo hai woh trade ko open kerte hai aur woh trade jo hai apke exceptation se ziyada move ker jate hai.tu app greedy ho jate hai.
          • #320 Collapse

            har insan ki kamzori ha rupia wo chahta ha k jaldi jaldi is k pass bohat sa rupia aa jaye aur wo rato raat ameer ban jaye yehi lalach ha jis waja se market ma nuksan ho jata ha
            • #321 Collapse

              forex mein apko agar greed control karni agayi to ap is mein zaroor kamiyab honge aur apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi greedy na hon aur is mein patience ke sath trading karen.
              • #322 Collapse

                greed ko control karna itna mushkil nahe bas hamay apny ap py control rakhna ho ga tub hi hum greedy bach sakty hain aur jo b jitna b profit ho us ko withdrawl kar lana chae ha
                • #323 Collapse

                  the main reason why we cant control greed in forex wolrd is because is mein paisa invovle hai aur jis cheez mein b paisa invovle hota hai us mein insaan ki greed apney control se bahir hojati hai.
                  • #324 Collapse

                    Sir apki baat bilkul theek hai mager is may bohat say log asay hian jo apni greed ko controle nahi ker saktay hain is kay liye zaroroori hai kay ap log peylay ye kam seekhay us kay baad hi kuch kaam kare acha ho ga
                    • #325 Collapse

                      Greed or emotional ho kr trading krnay say hmesha trader ko trading mai loss hi hota hai or mai apko btana chahoo ga k greed sirf trading mai hi nhi blkay jis b cheez mai ki jaye usmay loss hi hota hai.isi liye kbi b patience less or greedy ho kr nhi blkay proper knowledge or achay experience k sath hi trading krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #326 Collapse

                        I think for a beginner it is important to simply observe the rules of the system, whether it is trade one or more orders, or trade with averaging. If a trading plan is adhered to, respectively, and also the risks, then the profit will not take long. And stability in the trade will be present. And when there is no system, even averages, though there is no way a trader will profit in at least 1-3%.
                        • #327 Collapse

                          jee bilkul ap theek keh rahay hain.. jab ek trader thora profit earn karta hae tou usy yeh lalach ajati hae k ab wo or earning kar sakta hae or wo greed kartay huye zada se zada trading karta hae or loss ka shikaar hota hae.. jis trader k pass experience hota hae wo kbhi bhi esa nhn krta hae so achi trading karnay k liye acha experience hona chahyie..
                          • #328 Collapse

                            G han bilkul forex trading greed nai karna chayhe kyu k greed karna se aksar loss hojata hai..forex trading karne se pehle target set karna chayhe aur us k mutabeq trading karne chayhe ta k greed se bach saken,,forex ma success hasil karne k leye knowledge aur experience ka hona bhot zarori hai
                            • #329 Collapse

                              why we can not of the control of the greed and the froex is the most of the greedy and the yes of the trading is the
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Assalam u alikum friend hum iss liye greed ko control nahi ker sakty hain k yeh insaani fitrat me hai k humein thora sa way mil jaye lalach aa jaye to us se bach nikalna mushkil hai, han ek way hai k hum daily ka schedule bana len or phir utni hi trading keren yun hum greed se bach nikal sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X