market movement aur timeline

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market movement aur timeline
    Dear members is baary main thori roshni dailan kay koi ek pair jab kisi point par ata hay means kay lowest ya highest point per to wo takreeban phit us point par kitny din baad ata hay. Plz share your comments..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother ye forex ka business hay, boht he ziada risky business hay, is mn pairs mn rates ke movement yani highest ya lowest points par market kay boht say factors asar andaz hoty hn, un sary awamil ko mady nazar rakhna parta hay
    • #3 Collapse

      Dear aap ka mtlb agar koi pair kisi aik jaga per jata hai or us usay tor kay above to phir kitnay time bad dobara check karta hai. Dear ye support or resistance wali bat hai agar market trend main ho to zaroor check karti hai. May be aik din main ya aik ghantay main pin bar day kar check kar lay.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading mein market ka koi pata nahi chalta jaisa k ap ne kaha ha k market aik point p ha tu dobara kab wapas ati ha us point p tu ye tu buyer aur seller ki jung hai market usi din bhi wapas aa sakti hai aur agar zayada opposit nikal jaye tu hafta ya maheena bhi lag sakta ha ha us point p dobara any tak
        • #5 Collapse

          Market ke trend ko jaj karna Aasan Nahi Hota market ke trend ko agar aapne find karna hai to Ishq ke liye bahut analysis perform Karne padhte hain aur bahut indicators ki help se aap market Kata and Co find kar sakte hain market ke trend ko aap long term Main Agar analysis Kare tab aap ko Jyada Achcha trend samajh aa sakta hai aur aap market ko samajh Pate Hain short time frame main market false signal Milte Hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            dear jaisy ap ne baat ki hai time ki to ais mai ye hai k agar koi resistance level hai aor market ne aus taraf moment start kar di hai to ho sakta hai k wo pora hafta laga dey aor ye bhi ho sakta hai 2 din mai moment pori kar ley kun k market mai jo moment hoti hai wo kisi bhi time taiz ho sakti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X