RSI gold pay help ful hota ha ya nai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI gold pay help ful hota ha ya nai?
    Fourm k sb members ko salam. Me ap logo say pochna chahta hun k RSI bahut up ho aur jis traha gold ki market kafi fast hoti ha to kia RSI indicator gold trading main help ful sabit ho skta ha?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi bat ya hai ka RIS indicator bohot accha indicator hai laken is ka sath analysi kl market ki movement pr bi nazar honi chaya tab ja kr RIS bi kam krti hai agr market ko read ya study kia bina trade kr di tu loss ho ga or indicator bi koi fida nai da ga
    • #3 Collapse

      Dear rsi indicator bahut usefull indicator ha gold ho ya koi r currency rsi ap ko trend samjhny mn b madad deta ha.rsi indicator mn 3 levels hn 30,50, r 70.market hamesha 30 sh 70 level k middle mn hi move karta ha.jb 50 cross kary to trend confrm hota ha.is sy kafi help milti ha.
      • #4 Collapse

        g ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum gold par Rsi use karty hai to ais mai ye hai k hum agar rsi par trade lagaty hai to ais mai hum ko kafi zayda faida hota hai kun k ais mai agar hum h1 mai trade lagaty hai to hum ais ko trade laga sakty hai janb kun k rsi ki trade bahot achi hoti hai.
        • #5 Collapse

          Rsi hamare liye best indicator hai Rsi se ham kissi price k overbought aur oversold ko easly dekh sakte hain.
          Rsi men 0 se 100 tak level hote hain aur gar price 70se ooper jati hai to isko overbought samjha jata hai aur jab price 30 level k neche jati hai to isse oversold samjha jata hai, rsi se hamen price ki movement ka bakhobi andaza ho jata hai aur ye hamare liye trading men bahot helpful hota hai.
           
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Rsi hamare liye best indicator hai Rsi se ham kissi price k overbought aur oversold ko easly dekh sakte hain.
            Rsi men 0 se 100 tak level hote hain aur gar price 70se ooper jati hai to isko overbought samjha jata hai aur jab price 30 level k neche jati hai to isse oversold samjha jata hai, rsi se hamen price ki movement ka bakhobi andaza ho jata hai aur ye hamare liye trading men bahot helpful hota hai.
             
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
              Fourm k sb members ko salam. Me ap logo say pochna chahta hun k RSI bahut up ho aur jis traha gold ki market kafi fast hoti ha to kia RSI indicator gold trading main help ful sabit ho skta ha?
              Jitny bhi indicators hain hamain unsy trading krnt main helo hoti hain laikin haamian indicatora pai kabhi bhi pori trha bharoosa nahi krna chaye qk aksar indicators bhi ghalat bta daoty hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Han g dears ye to ap ne bhot he achi baat ki hai ka agar hum gold par Rsi ue karty han to is main ye hai k hum agar rsi par trade lagate hain to is main hum ko kafi ziada faida hota hai. kun k is main agar hum h1 main trade lagate hain to hum is ko trade laga sakte hain janab kun k rsi ki trade bhot achi hoti hai is lye hum is par trade laga skte hain.
                • #9 Collapse

                  RSI ak bht acha indecator hai jo k over bought or over sold ko show krta hai or tamam currency or khas kr gold ki trade pr bht helpfull hota hai or is indicater se humain bht faida hota hai gold ki trade k lie ye indicator bht best hai
                  • #10 Collapse

                    RSI aik acha indicator ha lekin hum RSI pay 100% trust nai kr sktay me nay ziyada tar gold pay trading k doran RSI indicator use krta hun aur Allah k fazal say aksar profit hota ha. So RSI k sath sath hamin day ki lowest and highest price ko bhi madd e nazar rakhna chaheay.
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear rsi acha indicator ha lekin rsi sy benefit agar ap ny hasil krna ha to sirf or sirf currency py he isko use kreen q k currency py he behtar result nikalta ha jis sy ap kamyab or acha work kr sakty hein or easy sucess hasil kr sakty hein

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X