analysis kis trah bnaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis kis trah bnaty hain
    bhai sub khty hain hum ko trading krny sy phly market ko analysis krna chaye phir he hum ko pta chalta hai k market khan jany wali hai to mujy yah btaye k hum market ko kis trah analysis kr skty hain mujy nhi pta is ka
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother market ko analyse karny mn bht c cheezein shamil hn.ap ko rsi ki madad sy daily 1,,h4 r h1 mn dekhna hota ha k market kahan ha r kahan jany wali ha.is ky ilawa support r resistance ko dekha jata ha Fibonacci levels dekhein jaty hn r news ko dekha jata ha.is sb bato ko analyse kar k trade open ki jati ha.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waseem302 پيغام ديکھيے
      Dear brother market ko analyse karny mn bht c cheezein shamil hn.ap ko rsi ki madad sy daily 1,,h4 r h1 mn dekhna hota ha k market kahan ha r kahan jany wali ha.is ky ilawa support r resistance ko dekha jata ha Fibonacci levels dekhein jaty hn r news ko dekha jata ha.is sb bato ko analyse kar k trade open ki jati ha.
      jee hain bhai aap ki bat thek hai hum ko market ko dakhna chaye sary chart man or sub sy zuada important hoti hai support or resistance jis ko is ki samj ajay woh he thek trah sy market ko analysis kr skty hain or Os k analysis sy profit bhi hota hai market zuada working he support or resistance pr krti hai
       
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
        bhai sub khty hain hum ko trading krny sy phly market ko analysis krna chaye phir he hum ko pta chalta hai k market khan jany wali hai to mujy yah btaye k hum market ko kis trah analysis kr skty hain mujy nhi pta is ka
        Mere Khayal Mein To Hum analysis essay banate hain ke pahle Hamar Katke trend Ko Dekhe aur Market ko Dekhi K Market kab Upar Gayi aur kab Neeche I aur Market ki news ko bhi Dekhe aur uske baad analyse kare
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear annaylis bnanay kay laiay hamain chiay hota hai kay ham technical indicators use karain or hamain achay results kay liay aik achay entry point ki zaroorat hoti hai
          • #6 Collapse

            dear jaha tak baat hai analysis ki to ais market mai hum agar kaam karty hai to ais mai ye hai k hum market par analysis karty hai to humry kuch loss hoty hai magar ais mai kai dafa ye hota hai k hum trade lagaty hai analysis kar k aor sl hit ho jata hai to hum weak ho jaty hai k humry analysis atny achy ni hai.
            • #7 Collapse

              Market ko analyse karnay k lye apko sab se zyada zarurat experience aur knowledge ki hoti hai. us k bad ap news aur graph ko dekhty hain. is se apko andaza ho jata hai k market kis taraf ka rahi hai
              • #8 Collapse

                hum forex market main do tarha k analysis kerty hain aik technical analysis hoty hain our aik fundamental hoty hain technical indicators ki madad say chart k oper keay jata hain our fundamental jo hain wo hum news k oper ker k to apni trade ko manage kerty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Achay analysis banany k liay zarori hay k hunay market k trand k bary may malum ho aur humay market ki movement ko bhi achay se watch karna cahiay yehi tammam chezen humay achat analysis banany may help karte hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X