News sy help
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News sy help
    Dear friends ye to hmn pata ha k news k bad market mn tezi ati ha pr ye kesy pata chaly ga k jo news ai ha us sy market up jaye gi ya down.for example usd ki news k bad hum buy ya sell ka kesy idea lagayein gy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    news ko read karna chaiye humay aksar news mei ye cheez mil jaati hay kay kya demand and supply hay weak kay points miltay hain tou humay samajh jana chaiye kay market down jay gi otherwise agar kuch positive points discuss keye gay then market up jay gi
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main sara kamal news ka he hota hai hamain chiay hota hai kay news per trading na karain laikin news say long term impact hasil karnay ka tareeka sochain kiun kay agar aisa skill aap ko mil gia to ham insta forex bonus account say kafi sara profit earn kar saktay hain.
      • #4 Collapse

        Brother new se se market main kafi tabdeeli hoti hay is se market ya to boht neechay chali jaati hay ya phir oper aa jati hay new ka direct asar is tarha parta hay kay agr us time market down main stay ho to wo up aa jaye gi aur agr up the to kuch down ho jaye gi..
        THKS
        • #5 Collapse

          Ji haan bilkul aap Forex trading my kam karne ke liye Forex news say help Le sakte hain Jaisa Hai Koi big news Aane Lage aap apni position ko open karne ke liye taiyar rahe ho market Jis Taraf Jane Lage aap apna order open kar sakte hain aur Is Tarah Se aap market ke sath uski direction Main Apne order to open karke bahut jyada profit Hasil kar sakte hain aur nahi nahi hai bahut Aasan hota hai bas Apne market news ko Hamesha update Rakhna hai
          • #6 Collapse

            News say hamain help mil sakti hai laikin aap ko chiay ho ga kay achay say trades lagain or aap ko chiay kay jo news trading hain agar market doupt full ho pair ko hedge kar lain or us kay bad jab news ka asar khatam ho jay to aik trade ko close kar dain.
            • #7 Collapse

              Bhai news sy is tarah market ka pata chalta hy k jb usd ke price kam hoti hy to commodities ke ke price up jati hy is sy ap andaza laga sakty hen k ab market ma kia hony wala hy
              • #8 Collapse

                Dear apki bat theak ha news k time p market ki movment fast hoti ha is liye soch samjh k trad lagayn aur news se pehly pending ordres laga dyn ta k jis side p market move kary trad open ho jaye aur jab profit mein aa jaye tu clos kar dyn kyun k news ka asar khatam hony k bad market wapas ati ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  dear bro agar ap ne news trading k bary mai parha ho to ap ko pata ho ga k calender mai ap ko pata lagta hai k ais mai kaisy moment honi hai kun k ais mai ye hota hai k jab news aa jati hai to ausi time pata lag jata hai k market ne kis taraf move karna hai magar aus time trade thori muskil se lagti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X