har month account ko wash karna hota hay ya wahi bonus next month jaari rehta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    har month account ko wash karna hota hay ya wahi bonus next month jaari rehta hay?
    dear members main aap sab say sawal karta hoon k jo hamara bonus hay usay hamain har month wash karna hota hay ya next month bhi ham usay use kar saktay hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kabhi kabar account wash ho jata hai laikin pichlay kuch months say gudarti tor per hamara account save hai. Hamain chiay kay ham lots small open karain apnay insta forex bonus account per or long term figure daikhain ta kay zada masla na ho ho.
    • #3 Collapse

      nhe bhai jan hamen account wash nhe krna hota hamara jitna bhe bonus hota hy wo next month bhe chalta rehta hy hamen wash krne ki zarurat nhe hy isko han agr apko trade me loss ho jaey to phr wo recover krna hota hy bus agr account khudi wash na ho tn
      • #4 Collapse

        Dear brother Jo be bonus aap ko post's Kay baad dea jata hay us ki koi expire date nahin hay is lay yeh next month be Cary hota hay aap befikar ho Kay trading karien us ko washed karnay ki koi zoroorat nahin hay
        • #5 Collapse

          dear jaha tak baat hai ais forum par kaam kar k bonus leny ki to ais par banda atna khyal ni karta aor ais par risk zayda leta hai jis se humry account zayda tar wash ho jaty hai ais liay ap ne dekha ho ga k ais forum par kam karty hai to aun k account wash hoty hai kun k wo lot ka khyal ni rakhty.
          • #6 Collapse

            Dear pelay to mera account aik bar wash hua laikin tab mehsoos hua kay har month agar main apna account isi tara wash karta raha to faida nahi posts karnay ka. Phir main ne account grow karnay ka socha or ab allah kay fazal say mera insta forex wala account 350usd per chal raha hai.
            • #7 Collapse

              G nai bhai har mah account wash nai karna parta balky next month wala bonus us ma add ho jata hy , balky ap ko chaye k account ma ziada amount akathi karen ta k ap ka account wash na ho
              • #8 Collapse

                Dear agar ap apna account wash na hony dyn tu jo next month ka bonus aata ha wo add ho jata ha aur ap apna kam start kar sakty hain lekin agar ap ko loss zayada ho jata ha aur account bhi wash nahi hota tu next jo bonus ata ha aur is k sath add hota ha tu pehly apko pichly bonus ka loss recover karna parta ha aur phir profit hota ha is liye zayada loss ho jaye tu account wash kar lena behtar ha
                • #9 Collapse

                  Brother boht ziyada loss ki waja se agar account wash ho jaye to ek hisaab se achi hi hota hay liun aky usy recover karny ki zaroorat nai hoti magr account wash no hony ki soorat main jo remaining balance hota hay to next month kay bonus main include ho jata hay aur hamar capital increase ho jata hay..
                  THKS
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear members main aap sab say sawal karta hoon k jo hamara bonus hay usay hamain har month wash karna hota hay ya next month bhi ham usay use kar saktay hain ?
                    Nahi bhai Aisa Koi masla Nahi Hai Hame Har month Apna account wash nahi karna padta Banke Jo Hamara pahala bonus hota hai woh bhi chalta rehta hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X