News Read Krny Ka Simplest Methood

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Read Krny Ka Simplest Methood
    friends aaj main aap ko news read krny ka simplest tareeqa bata raha hon aap kisi bhi news wali site ko open kr k ous ka time pakistan time
    format +5 main ya country daikh kr kr lo select ta k aap ko exact news time ka pata chal jaye poory news time pr aap ne daikhna hai agr actual data green colour main aya tu mean currency strong huyi hai or agr read main aya tu week huyi hai jaisa k nechy picture main nazar a raha hai aud ka data
    Click image for larger version

Name:	p.JPG
Views:	1
Size:	76.6 کلوبائٹ
ID:	12461367
    ab jis pair k start main aud hai wo up jaye ga and jis k last main aud hai wo down aye ga
     
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے

    [ATTACH=CONFIG]455[/ATTACH]
    ab jis pair k start main aud hai wo up jaye ga and jis k last main aud hai wo down aye ga
    its by mistake i attach wrong picture actual picture topic se related ye hai
    Click image for larger version

Name:	pppp.jpg
Views:	1
Size:	76.6 کلوبائٹ
ID:	12317057
       
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • #3 Collapse

      mere khayal se news effect karti hain ap ki trading ko islye humain chahey kay news daikhain trading kay regarding aur koshish karain kay market analysis karna seakh lain tah kay humain pata chal sakay kay market kis time oper jaye gee aur kis time nechay
      • #4 Collapse

        Ye bara hi easy method hai keh news ki site ko pakistani waqt kay mutabiq set kar lain to hamain her news pakistani waqt kay mutabiq show ho gi. Forex factory ko hum pakistani waqt kay mutabiq set kar ke information waqt per lay sakte hain aur trade ko close kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          simplest method to ye bhe ho skata he k forex factory me ap news ko pro aor deko ky news kya kehti he kis currancies ki news up ka bata rahe aor kis ka down bata rahe he os ky mutabq order laga do mgr sath trendline ko bhe lazmi follow krna he
          • #6 Collapse

            Thanks bro ye best aur nice information share karne ka but bro mujhey ye bi btate ke akhir ye read out kese ki jati hen ye kia likhte rehte hen actual value forcast value wagaira inka mujhey kuch samjh nai ati koi aesa thread bnai jismen iske bare men likha ho.
            • #7 Collapse

              agr news ko read kya jy to earning best hoti he try karne chahy k news ko achi tar pri jy aor profit bhe fr best hota he mgr koshash kro k learn kr k para jy to acha hota he forex factory se bhe news pri jati he aor bhe bhoot se site he jin se pari jati he
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kopi60 پيغام ديکھيے
                Thanks bro ye best aur nice information share karne ka but bro mujhey ye bi btate ke akhir ye read out kese ki jati hen ye kia likhte rehte hen actual value forcast value wagaira inka mujhey kuch samjh nai ati koi aesa thread bnai jismen iske bare men likha ho.
                ok welcome bahi jan actual or forcast mean k last time iss news ka kiya data tha or forecast ka matlab hai log,trader,investor or surway team kiya khayal kr rahy hain k ye data a sakta hai simple andaza laga rahy hain or actual ka matalb hai jaisa k urdu main haqeqat ye news time k poora hony pr show hota hai,jub news a jati hai
                now its clear or not
                 
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #9 Collapse

                  mere khayal se news effect karti hain ap ki trading ko islye humain chahey kay news daikhain trading kay regarding aur koshish karain kay market analysis karna seakh lain tah kay humain pata chal sakay kay market kis time oper jaye gee aur kis time nechay .
                  • #10 Collapse

                    "TO achieve big goals in foreign trading business than simple method to read business news about world economy and easy method ya b ha k news ki site ko Pakistani waqt kay mutabiq set kar lain to hamain her news Pakistani waqt kay mutabiq show ho gi. Forex factory ko hum Pakistani waqt kay mutabiq set kar ke information waqt per lay sakte hain aur trade ko close kar sakte hain"
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
                      its by mistake i attach wrong picture actual picture topic se related ye hai
                      [ATTACH=CONFIG]456[/ATTACH]
                      Very Good Bro,Achi info hai waisay hum Kisi bhi news par Click karain Tou us Ki Short Defination open ho jati hai agar musalsal news ko parhtay rahain or economic Ki thori buhaat Samajh ho tou news k impact par market ka Andaza laganaa or Zyada Sahi sabit hotaa hai laikin in sites main ek maslaa hai wo yeh k in k timer kabhi Chaltay hain or kabhi Ruktay hain mostly aisaa hotaa hai k Mt4 terminal Main news aa jati hai or Site par Economic Calander main thora time Remaining Aa Raha hotaa hai.
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        hamain her news pakistani waqt kay mutabiq show ho gi. Forex factory ko hum pakistani waqt kay mutabiq set kar ke information waqt per lay sakte hain aur trade ko close kar sakte hain.Yeh jo picture ap nay second wali post may lagai hay is may achi nishandahi ki gai hay
                        • #13 Collapse

                          daer news ko read karna k lai koi khas technique ni hoti ha ya bi aik qisam ki aam news ki trah se hoti hen. bas is ko thora sa samajhana hota ha.
                          • #14 Collapse

                            mujhe aaj tak pata hi nahi tha ki news kese lete hai apr aapke is thread me miujhe news kese late hai uska pata diya hai ab me news ka pata karta rahung aaur ussi tarah trad karunga jis e mujhe kahi loaa ka samna na karana apdega aur me hamehsa bahut sra profit kar sakta hu aapka bahut hi kam ka post ki hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g ap ne achi explanation ki ha g fore xme fundamental analysis ko isi tra e read kia jata ha but ye news ati hen to trade dalne se pele hi market move bohat le leti ha is lie pehle se hi ager in news ka pata chal jay to pher behter ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X