indicator kay baray mei aik khaas mashwra sab ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator kay baray mei aik khaas mashwra sab ko
    maine jab indicators pe practice start ki big mistake ye kay maine bohat sey indicators ko check krna shuru keya jab maine sirf aik indicator ko pakkra uspe practice ki mujhey acha result mil raha hay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mene khud asa keya kay aik time mei bohat sey indicators ko use kyea tha behtr ha hum kisi aik indciator ko he len aik startegy uspe develop karain usko baar baar appply karain dkehen wo faida de gi ap ko zyada kay chakar mei humay kaam ka maza nahe aiy ga
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
    • #3 Collapse

      AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum bhai mera manna hy k naked trading sab se achi trading hy indicators oe depending nai hona chahiye k ye sary mathematical calculations pe depend karaty hain is liye in k results achy nai hoty
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
        maine jab indicators pe practice start ki big mistake ye kay maine bohat sey indicators ko check krna shuru keya jab maine sirf aik indicator ko pakkra uspe practice ki mujhey acha result mil raha hay
        Hum Forex trading Mein trade karte huye Jab Kisi indicators se helpline to Hame chahiye Ke Hum Ek he indicators se dekh ke Agar Hum ho jate indicated se se Dekhenge toh Hamara Dhyan divide ho jayega
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          dear mai ap ki ais baat se agree karta hu k hum ko aik indicator pakar lena chaye aor aus par kaam karna chaye to hum ko aus ka acha result milta hai magar mai aik baat sath aor kehna chata hu k hum ko ais mai jo sl wagaera banata hai wo bhi sath use karna chaye ta k humra account bhi safe rahy.
          • #6 Collapse

            G han bahi ap theak kah raha hain abr muhktalaf indicator ko check kia jaya tu ap ko nuksan ho ga kiun ka har indicator ki stratgy aleda aleda hai is lia ake indicator use karain or pr grip hasil krna ki khushis karian pr jab ap trade karain gain tu ap ko loss nahi ho ga or profit ho ga
            • #7 Collapse

              Aap Jab Koi indicator ko select karte hain Forex trading ke liye aapke liye bahut jyada Jaroori ho jata hai Chaos indicator par maximum practice Karle aur jitne practice aap Karenge Aap Ko Nahi Milta Hai isliye tarike se practice karna aapke liye bahut jyada important Hota Hai agar aapne indicators se hone wale signal ko Kabhi read nahi kar sakte Aur Is Tarah Se aap profit nahi kar Payenge
              • #8 Collapse

                Sahe kaha hy janab ap ny hamen chaye k ham aik indicator ko istamal karen and us ma maharat hisil karen ta k market price ka sahe andaza lagaya ja saky
                • #9 Collapse

                  Hum completely indicators par depend nahi kar sakte aur nahi in Par Bharosa kar sakte hain Forex trading main indicators ke saath saath Aur Bhi bahut Saari Baaton ka khayal rakhna padta hai Jis Tarah Se aap nahi market ki news ko Apne mind Mein Rakhna Hota Hai Jab Koi bignews Aane Lage tab aapne indicators ko ignore kar dena hai aur news par concentrate karna hai
                  • #10 Collapse

                    indicator achay hotay hain koi shak nahe bohat he big traders indicator ko follow zaroor kartay hain saaath unkay paas achi strategies hoti hen jinpe wo reliable hotay hen
                    • #11 Collapse

                      je han ap ki bat bilkul theek hay wese tou is market may bht se indicator mojod hay lekin humay zada indicators pe kam nai karna cahiay is se hum market ko sahe samjh nai sakty is liay humay is market may aik hi indicator pe kam karna cahiay
                      • #12 Collapse

                        Brother aap ne sahi kaha hay ek time main sirf ek indicator hi use karna chahiye kiun kay insaan do kashtium main paaon rakhta hay to tabha ho jata hay aur wo kahain ka nai rehta is liye aap ka decision boht acha hay aap sirf ek indicator par kaam karin aur please next post main indicator bhi mention kar dian..
                        THKS
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Forex trading ak bht acha buisness ha planing se ki jye to bht acha profit mil skta ha .Aap Jab Koi indicator ko select karte hain Forex trading ke liye aapke liye bahut jyada Jaroori ho jata hai Chaos indicator par maximum practice Karle aur jitne practice aap Karenge Aap Ko Nahi Milta Hai isliye tarike se practice karna aapke liye bahut jyada important Hota Hai agar aapne indicators se hone wale signal ko Kbhi read nahi kar sakte Aur Is Tarah Se aap profit nahi kar

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X