Computer say trading karna easy hai ya smartphones say ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Computer say trading karna easy hai ya smartphones say ?
    Well depend karta hai har trader par k wo konse cheez par zyada compatible hai computer say trading karoge tau mt4 software mai kafe extra cheeze honge Q k wo ik complete package hota hai smartphones mai agar mt4 software download kar deya jaee tau wo tamam cheeze nahe honge jo k computer wale software mai honge lehaza aab ye trader pa dependent hai k wo konse cheez mai apne aap ko relax mehsos karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading ko proper treqay say operate karnay ke liye shaid computer per trading karna munasib rehta hai. computer per ager app MT4 use karin tu iss mai app kay pas indicators kay options saray he majood hoty hain , iss kay muqbaly mai mobile per MT4 app mai bohot limited indicators majood hoty hain.
    Lakin mobile ke madad say app market per har time nazar rakh sakty hain aur mobile trading b possibale zaroor hai lakin behtar computer per trading karna he hai maire khayal say.
    • #3 Collapse

      Mery hisab sy mobile py trading scalpers ky leay best hai is ma long term traders ko maiin chart delhny ma prshan hoti hai long term traders pc py easy feel krty hain keun ky pc py bht sary option hain jo trading ko bht zeyada easy bna dety hain aor humen detail ma indicators aor charts ki smjh aati hai
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        bhai, computer sa trading krna bht easy ha q ka waha per apko chart acha aur bara nazar ata ha aur ap apna analysis b acha sa kr pata hain aur koi b problem nai hoti laken smart phone per ek to chart chota nazar ata ha jis sa trader peecha hona wala moves ko acha sa nai dakh pata.
        • #5 Collapse

          AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum computer pe trading karan bht easy hy aur is pe ap ko price charts ckear nazar aty hain ap achybse decision ly sakty hain i lue me prefer karta hun k pc pe trade karain
          • #6 Collapse

            sir ma apko dono hi kaho ga k ap easily smartphone pay bhi trade kr sakty ha or apnay computer pay bhi lakin agar apki trade lagai hoi ha or apko kahi bhar bhi kam hota ha to apko apnay cell phone pay bhi mt4 download kr lena chahiye takay ap market say tuch rha saky
            • #7 Collapse

              Smartphone se trading karna Jyada easy hai aur comfortable bhi hai aap Kisi bhi waqt market ko open kar sakte hain aur Khud Ko update kar sakte hain Magar laptop mai aap ko kam karne ke liye Pehle laptop ko phone karna padta hai aur uske baad aap apne price chart ko dekh sakte hain Magar Jab smartphone se kaam karte hain Toh Yeh aapke liye bahut jyada easy ho jata hai aur aap Jab Dil Chahe Kisi bhi waqt metatrader ko open karke aap trading kar sakte hain aur yeh bahut jyada easy hai
              • #8 Collapse

                dear smart phone me app indicators apni marzi ka use nahi kar sakty het mera experience to ye hay key computer se trading karna easy hay or app ne jo trade lagaye hoty hey us ko smart phone me follow karna easy hay.
                • #9 Collapse

                  dear jaha tak baat hai trading ki to ye to bandy par depend karta hai k wo market k analysis k liay kai cheaz use karta hai waisy jaha tak mera khyal hai laptop par trading thik rehti hai kun k ais mai banda achy tareeky se chart ko dekh sakta hai aor ais par apna kaam kar sakta hai ais mai trade wagera close bhi asani se ho jati hai.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaibjan پيغام ديکھيے
                    Well depend karta hai har trader par k wo konse cheez par zyada compatible hai computer say trading karoge tau mt4 software mai kafe extra cheeze honge Q k wo ik complete package hota hai smartphones mai agar mt4 software download kar deya jaee tau wo tamam cheeze nahe honge jo k computer wale software mai honge lehaza aab ye trader pa dependent hai k wo konse cheez mai apne aap ko relax mehsos karta hai
                    Mere Ghar Mein To mobile par trading karna bahut Aasan hai aur Main To Apne maximum trading mobile pe hi karta hoon qk mobile pe trading karna bahut hai simple hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Dear frne computer ho ya mobile dony sy he hm ba asani treading kar sakty hai laken mera personal experions to yahe hai k hm mobile py easily treading kar sakty hai .
                      • #12 Collapse

                        Computer Se Achcha aap mobile par trading kar sakte hain smart phone par hum bahut yaad are comfortable feel karte hain aur Har cheez Hum easily apne mobile par kar sakte hain aap Forex trading MI mobile par perform kar sakte hain iske liye aapko metatrader 4 download karna padta hai aur usne Apne login karna hai aur apni trading co start karna hai Is Tarah Se aap smartphone par trading aasani se kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Brother mary hisaab se to computer par trading karna boht aasan hay kiun kay comouter par hamin tachnical analysis chart boht acha aur barra view hota hay aur is main indicators bhi kafi ziyada hote hein is kay elawah aur bhi boht se option available hote hein jabket mobile per bhi trading easy ho gai hay lakin kuch options limited hein..
                          THKS

                          اب آن لائن

                          avatar Ayn
                          avatar Qasi
                          avatar Hassi
                          Working...
                          X