how to read momentum using MACD

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to read momentum using MACD
    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum professional traders kesy macd ko use karty huy momentum read kar lety hain me batata hun jab macd zero line pe hota hy yni Histogram, to ap impulse find karty hain agr to waqei price impulse bnaye to histograms tezi se zero se door chla jata hybiska mtlb hybk ab martek me price ka momentum kafi zada hhy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki information bohat useful hay q Kay her trader apni marzi say koi na koi indicator ko used karta hay jis pay us ko grape hoti hay or wo us say profit ko hasil Kar Kay apnay account ko grow Kar saktien Hain is lay Jo be indicator used karien us ko demo account main. Used karien
    • #3 Collapse

      bhai, sab sa zada use hona wala ya indicator ha q ka es ke accuracy baki indicator sa zada aur ya moving average ke thra kam krta ha aur es ka cross over per trade liya jata ha es liya sab market 100 level ya jo aona value set ke hwe ha us ka motabak agr over bought ho jaya ap sell kr skta hain aur agr market over sold level per a gai ha to ap buy kr skta hain. ya ek bht he acha indicator ha .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum indicator use karty hai to hum ko MACD bhi use karna chaye kun k ais mai hum ko market ka trend ka acha andaza milta hai ais mai agar hum trade lagaty hai to ais mai hum ko acha result milta hai ye indicator kafi use hota hai kun k ais ka result acha hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X