Proper trading k leye management ki zarorat hote hai ya nahe ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Proper trading k leye management ki zarorat hote hai ya nahe ?
    Agar deka jaee tau har business mai profit and loss hota hai aab ye depend karta hai management par jab koi apne business ko teek tareqy say manage kar leta hai wo earnings karta hai par agar koi fail ho jaee apne business ko teek tareeqe say manage karne mai tau pir osko loss hota hai es leye loss say bachne k leye zarore hai k aap apne aap ko trading k leye ache tarha prepare kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum is bat mi koinshak naink k proper trading k liye bri mehnat drkar hoti hy apko apny rules and regulations bnany party hain apko proper money management karna hoti hy agar ap apni trading me well deciplined hain to ap Zaror successful hungy
    • #3 Collapse

      Dear brother aap koi be business kartien Hain us Kay lay aap ko money management ki bohat sakhat zoroorat hoti hay is Kay bagher aap koi be business ko kamyab tarika say run nahin Kar saktay hay isi tarah forex main be trading Kay lay money management ki bohat sakhat zoroorat hoti hay
      • #4 Collapse

        Aapko proper management ki jarurat hoti hai aapko bhi business dekhle her business main aapko management karne ki jarurat Hoti Hai Jab tak aap apne business ko manage nahi karenge aap kabhi apne business Mein successful nahi ho sakte isliye management Har Kaam mein bahut zaroori hai Forex trading may be management bahut jyada Jaroori hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaibjan پيغام ديکھيے
          Agar deka jaee tau har business mai profit and loss hota hai aab ye depend karta hai management par jab koi apne business ko teek tareqy say manage kar leta hai wo earnings karta hai par agar koi fail ho jaee apne business ko teek tareeqe say manage karne mai tau pir osko loss hota hai es leye loss say bachne k leye zarore hai k aap apne aap ko trading k leye ache tarha prepare kare
          Forex trading Ho Gaya Duniya Ko Koi Bhi business home girl usko Bura Buri ke Sher Mange Karke trade nahi karte toh hum us business be successful nahi ho sakte isliye Hame chahiye Ke Hum trading co manage Kare acche tarike se
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            bhai, yaha jo b trader ha aur jo successful trader hota ha wo hamasha apna ap ko management ka sth la lr chalta ha jo trader apna bnaya hwa rules ko follow nai krta wo kabi b success hasil nai kr skta es liya her wo trader jo successful banana chata ha wo management ka sth kam kra.
            • #7 Collapse

              dear ye to ap ne bahot hi important sawal pocha hai agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko money managment ka khyal rakhna chaye kun k ais mai ye hai k hum ko market ka conform pata ni hota k makret ne kis tarf jana hai hum phir agar lot bahot bari laga dey to account wash bhi ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Dear frend forex treading nai money managment ki bhot zarurt hoti hai jab tak ap ko kisi chez ka sahe estemal he na ata ho tab tak hm osy sy faida b hasil nai kar sktey es liye zaruri hai k pehly hm money managmet sahe tarha sy seekhy phr he os sy money earn kar saky gy.
                • #9 Collapse

                  Proper trading ke liye two types ki management bahut jyada important hoti hai isme Ek money management hai aur dusri risk management hai yeh Dono management course Itna aapke liye bahut jyada important hota hai tab aap market mein sahi tarah se kaam kar sakte hain aur apne aap ko market mein Ek accha traders sabit kar sakte hain In Dono management aapke liye bahut jyada important aur zaroori hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Trafing ma properly planning aor management bht important hai market ma trading ky kch osool hai jin ma management bhi hai isky elawa market ka analysis aor indicators ki madad sy market ka view sub baten zarori hai trading ma.
                    Acha kaam achy daam

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X