divergence along with RSI

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    divergence along with RSI
    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum aj me ap ko is professional traders ki aoproch bata ra hun k kesy wo log market me divergence ko find kart hain to jab price kisi reversal point to tuch jar rae hoti ho aur sath e sath divergence b bnai RSI k sath tonsamjh lain price very soon revers hony wali fr apko just impulse find karny ko zroort hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend very good ap ny bht achi information share ki ha ap ny rsi ki madad sy divergence ko bataya ha.hmn market ko achi tarah samjhna chahyei r plannimg r stragedy k sath hi trading karni chahyei.jb ap in sab bato ko dekhty hue trading karein gy to zaroor profit hoga r loss sy bacha jaye ga.
    • #3 Collapse

      Dear brother aap nay aik bohat he achi startegy ko discuss Kia hay jis say hum ko achi tarah demo account main practice karien jab us pay aap ko grape hasil ho jay tu aap ko real account main Kam karien jis say aap ko profit gain ho ga
      • #4 Collapse

        Market mein agar aapne divergence find karna hai to aap relative strength index Koi use kar sakte hain Yeh aapko divergence ke liye bahut helpful hota hai jo aapko batata Hai Ke market ka divergence konsa hai bullish divergence or bearish divergence aap dekhne ke liye relative strength index ko use kar sakte hain
         
        • #5 Collapse

          bhai, apna bht he achi post ke ha laken bhai mujha divergence ka nai pata ya kia hota ha es liya mujha itni zada samjh nai i . RSI ko to ma use kr lata hn but divergence kia ha ya mujha nai ha es liya koi senior member mujha guide kra.
           
          • #6 Collapse

            dear jo ap ne strategy ki baat ki hai ais ko mainy study kia hai ais mai ye hia hum agar time frame h4 use karty hai to aus mai hum ko trade to thory time k baad milti hai magar ais mai ye hai k hum ko jo bhi trade milti hai aus ka tp kafi zayda hota hai ais liay hum ko ais mai trading karni chaye.
            • #7 Collapse

              Bilkul sahe kaha RSI indicator ko ham agar sahe tareeqy sy istamal karna seekh len k kis tarah price ke reversal ka andaza lagaya ja sakta hy to ye hamary liye bohat he faida mand ho sakta hy
              • #8 Collapse

                Yeah indicator reversal ke liye bahut best indicator Samjha jata hai aur aap ko bahut accha entry point is indicator ki help se mil sakta hai yeh market ke bullish reversal or bearish reversal ke liye bahut accha signal Deta Hai Is Tarah aap market Mein Pehle hi apni position ko open kar sakte hain aur Jaise trend change hota hai aapko fayda Milna shuru ho jata hai isliye aap ki bahut jyada help Karta Hai market Mein trend change hone se pehle
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Aap is indicator ko divergence ke liye use kar sakte hai aur uske Alawa aap stochastic oscillator ko bhi divergence ke liye use kar sakte hain Yeh Dono indicator divergence ke liye sabse acche indicator Sanjay Jaate Hain aur log divergence ko dekhne ke liye in indicators ka sabse Jyada use karte hai agar aap nahi market Mein divergence dekhni hai tab aap in Mein Se Kisi Ek indicators yeah In Dono indicators key combination to use kar sakte hain aur Market ke divergence find kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X