Trading in pak rupee vs usd pair

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading in pak rupee vs usd pair
    Ham zaiada tar uro/usd jpy,cad,ya phir metal trading mn kam karte han , ye dunya ki big currencies hen aur bari markets mn in ki trading ki jati ha , but agar ham Pakistani rupee mn trading karen tu experience kaisa rahe ga kia ye benifitial sabit ho ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum pkr usd me koi vnda trade nai karta is ki aik wja hy k Pakistani currency me istehkaam nai hy aur pkr usd ka spread b bhrt zada hy instaforex to kher allow e nai karta. ..
    • #3 Collapse

      Dear forex mn pkr/usd ki koi trading ni hoti.pkr sirf Pakistan mn stock exchange mn use hota ha.ap jo b orofit earn karty ho wo usd mn ata ha r phir rupees mn hum Pakistan k andar lety hn.forex mn major currencies hn jin pr hum trading kar sakty hn.
      • #4 Collapse

        Dear brother forex market main Pakistan rupees ki trading closed hay aap us main trade nahin nkar saktay agar yeh possible hota tu yeh aik acha experience hota is lay hum ko broker ko mailnkar Kay request karni chaiey Kay wo Pakistan rupees ko be open karien
        • #5 Collapse

          Pakistani rupees ka USD dollar ke saath Koi pair Nahi Hai aap Doosre countries key currencies ke sath USD ke pairs par kaam kar sakte hain aur bahut Sare currencies ke pair hote hain forex market mein aap Kisi Aur par kaam kar sakte hain Jiske pyaz ke baare mein aapke paas experience ho aap us pair ko choose kar ke kaam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
            Ham zaiada tar uro/usd jpy,cad,ya phir metal trading mn kam karte han , ye dunya ki big currencies hen aur bari markets mn in ki trading ki jati ha , but agar ham Pakistani rupee mn trading karen tu experience kaisa rahe ga kia ye benifitial sabit ho ga?
            Bhai jan forex marketing main rupee hai he nahi to ham us pai trade krsy krain gy or forex market main baki currencies or commoditirs hain bry bry countries ki yahan pai pak ki currency hr nahi hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Dear brother Apne Acha questions Kia hy lekin pkr men Forex men ham pkr/ USD trading nai Kar sakty pkr sirf Pakistan stock exchange men use hota hy or wo bhi or wo hamen earnd profit doller ki sorat men milta jab ham tak ponchata hy tab ham pkr received karty hen
              • #8 Collapse

                sir forex ma pkr ki koi bhi currency nai ha islay ham kasi bhi country ki currency pay trade kr sakty ha lakin pkr ki koi bhi currency nai ha lakin ap usd pay trade kr sakty ha jpy pay or bhi bhot si currency ha jaha say ham easily trade kr sakty ha or ham usd ko pkr rupes pay bhi easily kr sakty ha kasi bhi money changer k throw
                • #9 Collapse

                  dear , trading same he hoti ha laken bs currencies ka fark hota ha sab sa zada jo log trading krta hain wo usd ma ha es ke value baki currencies ke nisbat zada hoti ha es wqt sab sa powerful currencies ma sa ya sab sa zada ha aur sab sa zada trade b es ma kiya jata ha aur sab broker ma usd ka he option hota ha investment ka .
                   
                  • #10 Collapse

                    dear pak rupees me kabi trading ka me ne nahi suna, mery khayal me forex market me pak rupees me trading nahi hoti forex ki market US dollar base par hi trading karti hay.
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikuom dear brother daikhain pakistan main forex forum pk use main koi vnda trader nhi krta world ka sub business main hota hai ess laiy wo khud ba khud dollar main exchange ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        g dear forex meber pkr/usd ka pair to mojoud hay lekin is ki movement na honay kay barabar hay ghantay kay baad aik point move kerti hay or mainay try kia tha trade lagti bhi nhin hyay ya to kehta hay market closed ya phir off quotes is may trading closed hay
                        • #13 Collapse

                          dear jaha tak baat hai Pak rupees ki to hum ais mai trading ni kar sakty hai haan ye hai k humry pass agar Pak rupees hai to hum aun ko usd mai convert karwa k aus k sath trading kar sakty hai agar forex market mai rupees add ho jaye to aus k baad trading kar sakty hai hum ais mai.
                          • #14 Collapse

                            Pakistan ki currency abhi forex market mein nahi aayi hai forex market Mein Hum Pakistan ki currencies for trading nahi kar sakte Jo popular countries Hai unke currencies forex market Mein Hoti Hai for unhi ki currency is Par Hum Forex Mein trading kar sakte hain Har currency ka dusra currency ke sath Ek Pyar Hota Hai Magar Pakistani currency is market mein nahi hai isliye iska Kisi Aur currency ke saath Koi Nahi Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                              Ham zaiada tar uro/usd jpy,cad,ya phir metal trading mn kam karte han , ye dunya ki big currencies hen aur bari markets mn in ki trading ki jati ha , but agar ham Pakistani rupee mn trading karen tu experience kaisa rahe ga kia ye benifitial sabit ho ga?
                              Pakistani rupe abhi tak kisi broker main support nahen kea gea, is lea ap pakistani rupe main trade nahen kar saktay lakin ap baki top currencies main trade kar kay acha profit hasil kar saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X