forex me loss hone ki ahm wajuhat es me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss hone ki ahm wajuhat es me
    forex me loss hone k ahm wajuhaat ye hoti hain k
    log new atay hain thori videos waghera and websites dekh kr bus apna paisa invest kr k shuru hojate hain trading krna ye ghalat hai
    forex ko hume sukoon se achi tarha sekhna chahe phir demo account par esko implement krta rehna chahe
    jab hume sub samjh ajaye or hum aprox 90% win krne lag jaye tab he hume forex me real account me invest kr k kaam krna chahe otherwise ni first learn then earn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear mn ap ki bat sy agree hn k bht sy log without education r learnning forex mn paisa invest karty hn r loss ki surat mn nakam ho forex ko chor dety hn jo k ghalat ha.agr aik admi forex ko achi tarah seekhta ha r phir demo pr experience leta ha to wo nakam ni hota.
    • #3 Collapse

      Dear brother aap nay durust Kay hay Kay hum jab be jald bazi main koi trade ko open kartien Hain tu us main hum ko loss ho jata hay or hum kisi be startegy ko demo account main used Kia Bina he is ko run Kar bethtien Hain jis ki waja say hum ko loss hota hay
      • #4 Collapse

        Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading aik business hai or is main loss zaroor hota hai hamain bas zara sabar say kam laina hota hai or is main loss hai laikin sab kuch hamaray apnay hat main hota hai.
        • #5 Collapse

          Aslam o alikoum dear brother forex main loss ke wajha un experience aur demoo say practical na kr na forex ko na sekhna market ka analysis na kr na agr profit ho rha hota hai too aur lalich zeada krna
          • #6 Collapse

            Dear frend ye bat bilkul sahe hai hm kuch b seekhy bna he apna kam shour kar daty hai or hmy pata nai hota k ki tym lot start karni hai es liye zaruri hai k sab sy pehly apna demo account bnaye os mai practic kary or jab tak sahe samjh na aye tab tak koi b lot start na kary.
            • #7 Collapse

              G brother ap ke baat sahi hai. Forex trading wiase b kafi risky business hai aur new traders kay liye tu yeh aur b ziada risky ho jata hai kion ke in kay pas un skills aur experience aur knowledge ke kami hoti hai jo forex trading mai kamyabi kay liye zaroort hoti hai.
              ziada tar new traders jo Forex trading ko join karty hain in kay pas ziada knowledge aur experience majood nai hota hai.
              • #8 Collapse

                sir forex ma loss honay ki waja hamry pas experince ka na hona ha or na hi ham market k trend ko dakhty ha or ham easily trade laga dety ha lakin hamay asa nai krna chahiye hamay dakh kr or start hamsha apko slow krna chahiye islay ab ma bhi jab trade krta ho hamsha lots size kam lagata ho takay ziada loss say bach sako
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  ji bilkul forex main loss inhi wajoohat ki wajah se hota hai jb hum forex ko achi tarhan samjhay bagair is main apna paisa invest kr baithtay hain or phir us paisay ko jald hi double krne k chakkar main hotay hain to is tarhan lalach main a kr apna loss kr baithtay hian

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X