Impact of interest rate decision?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impact of interest rate decision?
    Interest rate decision ka forex market par buhot zyada impact hota hai jab be kese country ka interest rate decision expected ho os time market mai os country ki currency kafe volatile hote hai aor jab data out ho taab decision k based par wo currency buhot sharp ya tau up jate hai ya down so apko chaheye k jab be interest rate decision expected ho tau kafe ehtyat k sath trade lagana chaheye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear news k bad aksar merket mn tezi ki waja b yahi ha .r islye jb interst rate decision ki news ho to ap bahut ihtiat sy trading karein kyun aesi news k bad market mn tezi ati ha currency up jati ya down.market dono taraf move kar sakti ha.
    • #3 Collapse

      Friends ap logon ny achi information share ke hy its true k interest rate decision k bad currency pairs ma kafi sharp move hoti hy lihaza us time soch samaj kar trade karni chaye ta k kisi bary nuqsan sy bacha ja saky
      • #4 Collapse

        Dear brother aap nay theck kah hay Kay agar jab be kisi bada currency ki is tarah ki meeting hontu us waqat us main us currency main bohat zyada movement ko dekha jata Jo upword be ho sakti hay or downword be ho sakti or yeh bohat acha waqat hota hay market main enter honay ka
        • #5 Collapse

          Mery bhai jub interest rate new ay aor currency ky interest rate increase ho jain to smjh lea kro wo currency long term weak ho jay gi waqti tor py strong ho skti hai asql analysis report data sheet ki hoti hai jo meetning ma discuss ki jati hai usi hisab sy he market move krti hai.
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Dear aap ka kia khail hai kay interset rate decision per market kaisay move laiti hai market dear long term ko daikh kar move karti hai. Insta forex kay different server per different movement hoti hai
            • #7 Collapse

              Dear interset rate decision basically currency ko stable or strong rakhnay kay liay kiay jatay hain laikin aap ko pata hona chaiay kay jab say dollar kay intreset rate increase ho rahay hain to dollar week ho raha hai. Jis ki waja say hamain pata laga raha ho ga hamain apnay insta forex bonus account main kay gold day by day strong ho raha hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear aap ne bari achi baat btai hay waqie main jab bhi intrest rate revise hone lagta hay to market boht slow ho jati hay aur jesay hi news aati hay to market boht ziyada ya to down hali jati hay ya phir up cali jati hay lsat time bhi pakistan main market boht down chali gai thi..
                THKS

                اب آن لائن

                Working...
                X