Trading mai waqfa zarore hai ya continues karne behtar hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai waqfa zarore hai ya continues karne behtar hai?
    Well agar trading ache jaa rahe ho tau maire khyal mai waqfa nahe karna chaheye continue rakna behtar hai lekan agar trading ache nahe ja rahee aor apko mehsos ho raha ho k aab mujay kuch time k leye trading say alag rehna chaheye taake more experience aor knowledge hasil kar sake tau pir zyada behtar hai k aap trading mai kuch waqt k leye wqfa kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading b aik kam ki tarah ha ap agr regular karty rahein gy to ap ko us mn din badin behtri mehsoos hogi r ap profit ki taraf barho gy.r agar ap kuch arsa k lye chor do gy to ap ko trading mn experience bhoolna start ho jaye ga .islye meri raye mn ap continue trading karein.
    • #3 Collapse

      sir jahan tk me smjhta hun to hamen conitnuesely trade krty rehna chaey kun k hum jitni ziada trade kren gy hamen utna hi ziada faida hoga utna hi ziada experience hasil hoga
      • #4 Collapse

        dear mera expernice to ye hay key trading me app jetna waqfa karen gey app ko market analysis karny key ley time mil jata hay or app best entry point par hi buy ya sell key orders laga sakty ho.
        • #5 Collapse

          Jab aap continue trading Kar Te Rehte Hain tab aap ko relax hone Ki Zaroorat hoti hai aur aap ko jarurat hoti hai ke aap apne mind ko relax Kare aur Sukoon kare aapne rest Jarur lena hai Is Tarah agar aap continue kaam Karenge tab aap ki sehat kharab ho jayegi isliye aapne rest Jarur lena hai aur uske baad Dobara Phir trading start karni hai
           
          • #6 Collapse

            Bro ager to ap ki trading ashy ja rahy hy aur ap ko profit ho raha hy to ap apni trade close ni krni chay bulkey is ko continue rakhin aur mazeed faida uthain lkn is ke sath sath ap ko chay ke apna mind fresh rakhin ziada aggressive na hon keon ke forex main aggression aik bahut hi harmful fact hy jo ap ki trade ko loss ki taraf lay ja sakta hy
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Trading main aapke liye lyrics aur Khud Ko rest Dena bahut jyada important Hota Hai Jab aap lagatar kaam karte hain ese aap ki body par aur aapke mind par bahut bura Asar padta hai Jis Se aap mental stress Ka Shikar Ho sakte hain isliye aap ne lagatar trading nahi karni aur haftey mein 3 se 4 Din Khud Ko rest dena hai
               
              • #8 Collapse

                g bro ap ny bilkul thek kaha hai agar hamari trading profit main chal rhe hai to humain trading ko continue rakhna chahye.. aur agar ap ko loss a jata hai to humain chahye keh hum thora waqfa ly kar dobara start krain..q keh loss hony k bad insan emotional ho jata hai aur over trading start kar deta hai..jis sy account wash hony ka khatra hota hai..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear aap ne bilkul sahi mashwara diya hay ham jab mental thak jate hein aur training ya trading nai chortay to bajye kuch h asil karny kay ham is kaam se mtanafar ho jate hein aur rafta rafta hain ye kaam boaring lagnay lagta hay is liye thota karin acha karin ke policy apnani chaye..
                  THKS

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X