instaforex ka card kasa banta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    instaforex ka card kasa banta ha
    dear , many aj ek post read ke ha us ma ek member bta raha tha agr apka pass in ka atm ha to apka withdrawal 2 to 3. hours ma a jata ha. ma ya pochna chaah raha hn ya card kasa hasal kiya jaya aur es ka liya kia kia chez required hoti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap bhai insta ke website py apply karen card ke lea ap se 16$ ke payment ke awaz ap ko vissa insta card de dya jata hai jo har 1link atm py use kea ja skta hai is ke lea 3 monts ka time require hota hai
    • #3 Collapse

      Dear brother aap Instaforex Kay client cabinet main jay Kar debif card ko apply Kar saktien Hain maugar us main aapn withdraw 300$ minimum lay saktien Hain is say Kam nahi or is ka withdraw Pakistan main sirf Citi bank or standard chartered main he lay saktien hain
      • #4 Collapse

        Gee haan aap iss card kay lye apply tou kar saktay hain lakin yeh card pakistan mein aik ya dou banks ki branches mein kaam karta hai aur iss ki withdrawl amount ki limit hai aur mere khayal mein 200 dollar lakin mujhay sahih maaloom nahin
        • #5 Collapse

          Dear brother clint cabanite main ja kay wah per ATM master card ky option kay thriugh apply kia ja sakta hay ye card 2 se 3 months main mil jata hay magr ye card pakistan main filwaq popular nai hay is liye is main mushkilat aa sakti hein is liye kuch time wait karin..
          THKS
          • #6 Collapse

            Bhai card ka suna hi hai ky insta card bhi hota hai jo atm main use ho sakta hai but milta kahan sy hai ya withdraw kia ham same card sy direct apny insta forex trading account sy kerwa sakty hain bhi ya nehi ky pehly kisi aur online account main same money transfer kerna perti hai phir nikalwa sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: khuram26 پيغام ديکھيے
              dear , many aj ek post read ke ha us ma ek member bta raha tha agr apka pass in ka atm ha to apka withdrawal 2 to 3. hours ma a jata ha. ma ya pochna chaah raha hn ya card kasa hasal kiya jaya aur es ka liya kia kia chez required hoti hain
              Bhai Main toh kabhi bhi instaforex ka card use nahi kiya hai isliye is baare mein information Bhi Nahi Hai Toh Main aapko is baare mein kuch nahi bata Sakta
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X