Bitcoin mein trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin mein trading
    Dear aaj baqi currencies aur commodities mein trading nahin ho rahi aur kaha ja raha hai kay saturday aur sunday ko bitcoin mein tradingnopen ho gi lakin mein nay dekha hai kay iss ka tou spread hi bahut zayada hai yani 150 ka tou aap log kya kehtay hain ke kya humain iss mein trading karni chahyea ya nahin please sub log iss per comments dain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bitcoin me trade krne me koi problem nhe hy lakin is k liay ap k account me maximum bonus hona chaey kun k bitcoin k market ki movement fast hoti hy or is ka spread bhe bara hota hy jis ki waja se is pe log trade nhe krty
    • #3 Collapse

      Dear bitcoin mn trading mn koi harj ni pr is k lye ap ka account bara hona chahyei.r is mn agr loss start ho jaye to account wash b ho jata ha.is lye ihtiat st trading karni chahyei.baqi is ka spread b zyada ha jo k loss hi ha.
      • #4 Collapse

        AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum bitcoin me me ny alg bag 35000 rupees earn kiye hain mera bitcoin ka bra acha experience raha hy otherwise me currency me forex me ya other stocks man earn nainkar paya
        • #5 Collapse

          g ha dear jaha tak baat hai weekend ki to ais mai normal sari currencies band hoti hai aor ais k sath comodities bhi band hoti hai magar market mai sirf crypto currencies open hoti hai jin par hum weekend mai bhi kaam kar sakty hai magar ais mai ye hai k spread kafi zayda hota hai.
          • #6 Collapse

            G nai bit coin mai trading nai krni chaya kiun ka bitcoin mai loss ka cahnces zyada hota hain or profit kam gar ap bitcoin mai trading krta hain tu ap ka account wash hona ka andesha hai or account wash s bachna ka lia bitcoin mai trading na karain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: riaz2978 پيغام ديکھيے
              Dear aaj baqi currencies aur commodities mein trading nahin ho rahi aur kaha ja raha hai kay saturday aur sunday ko bitcoin mein tradingnopen ho gi lakin mein nay dekha hai kay iss ka tou spread hi bahut zayada hai yani 150 ka tou aap log kya kehtay hain ke kya humain iss mein trading karni chahyea ya nahin please sub log iss per comments dain thanks
              mere khayal main to hamain bitcoin main trade krna bohat he risky lg raha hai or bitcoin main koi khas movement nahi or is ki value main bhi bohat kami i hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Bahi ap ki bat theak hai ap na bohot achi info shair ki hai bitcoin tu weekend pr active rahta hai is pr ap weekend pr bi trading kr sakta hain bit coin pr trasing karain laken pahla is ki movement ka pata hona lazmi ha ka kab kasi is ki market change hoti hai kiun agr ap na bina socha samja bitcoin pr.trasing ki tu ap ko loss ho ga
                • #9 Collapse

                  Dear brother ajkal crypto currency ko kuch banks or countries nay banned Kia hay jis main Pakistan be hay jis ki waja say is main bohat kami howi hay jis ki wajay say is ki market main movement be ajeeb sea hay jis ki wajay say is main trading karna risky hay
                  • #10 Collapse

                    Agr hamra capital bara hay to chance liya ja sakta hay magr is ka span bara hone ki waja se account wash hone ka dar hota hay wasiy bhi aj kal is virtual currency ko ban kia ja raha hay is lye zara ehtiyat se ius main trade ki jaye..
                    THKS
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bhai, agr apka account zada bara ha to ap trade kr skta hain q ka ya aoka account per depend hota ha agr apka account ma acha balance ha to spread ke koi bat nai recover ho jaya ga laken agr apka account small ha to phr ap kbi b trade nai kren otherwise apka account wash ho jaya ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X