Stop loss k benefits and loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss k benefits and loss
    Dear kuch log kehtyhn k take profit r stop loss lagao ta k loss ki surat mn account wash na ho r kuch log kehty hn k stop loss na lagao ta k market jb reverse mn aye to loss profit mn a jaye.ap ka khyal mn kia karna chahyei .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agr ap k account me bonus maximum hy to phr apko zarurat nhe parti stop loss ki lakin agr ap k account me bonus kam hy to phr me smjhta hun k apko stop loss use krna chaey ta k ap account wash na
    • #3 Collapse

      AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum forex trading main stop loss k begr trading bilkul nai karni chahiye wrna aik e jhatyky main ap apna account wash kar sakty hain.. Q k brexit type move kisi waqat b aa sakty jo apki sari earning ura sakti hy
      • #4 Collapse

        dear jaha tak baat hai sl ki to ais mai ye faida hai k hum agar ais mai sl use karty hai to hum ko ais mai agar loss hota hai to kam hota hai ye ni hai k market humra account hi wash kar dy magar aik baat yad rakhni chaye k hum ko sl atna rakhna chaye ta k agar market waha tak jaye to aus k baad trend change ho jaye .
        • #5 Collapse

          well dear g stop loss and take profit ak useful tool hr jo account ko wash ya ziada loss hone se bchata hai likan isko use karme ka bhi ak proper method hota hai market ko analysis karke dekha jata hr k agr market down jaygi to kitna agr up jaygi to kitna os hisab se stop loss and take profit use krna chahye jnab g
          • #6 Collapse

            Stop loss basically ap ka wo point hai jis pe ap sure hoty hain k agar market is level se agy gai to ye mare analysis k complete khilaf hai so mujhe us time trade close kerni chahiye so is lihaz se stop loss behtreen hikmat e amli hoti hai or strategy ka important hissa hoti hy so ise humain her trade ka hissa banana chahiye or kabhi bhi bagair kisi stop loss or take profit k achay level k trade nahi kerni chahiye because baz dafa agar sahi level pe stop loss or take profit na ho to account ud jata hai.
            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Waseem302 پيغام ديکھيے
              Dear kuch log kehtyhn k take profit r stop loss lagao ta k loss ki surat mn account wash na ho r kuch log kehty hn k stop loss na lagao ta k market jb reverse mn aye to loss profit mn a jaye.ap ka khyal mn kia karna chahyei .
              stop loss ka traders ko boaht faida hota hai or traders ka account wash nahi hota or traders jahn pai stop loss lgaty hain wahan pai ja k traders ka lot khudi cut ho jata hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Dear brother stop loss say aap ka account washed honay say bacha ja sakta hay q Kay agar aap Isa nahin kartay tu agar market bohat nechay jay tu aap ka account washed na ho is lay aap ko stop loss ko zoroor used karna chaiey taan Kay aap apnay account ko save rakh sakien
                • #9 Collapse

                  brother stop loss ko us time lagana chahiye jab hamara capital bara mere khayal take profit ziyada use hota hay kiun kay account wash ho jaye to recover nai karna parta aur agr loss ziyada ho aur account wash na ho to wo recovebale hota hay is lie stop loss extreme downward lagana chaiye ka agr market wahan tak down ho jaye to tab order stop ho..
                  THKS
                  • #10 Collapse

                    Dear mein tou yehi kaboon ga kay long term trading karni chahyea aur uss mein stop loss mahin lagana cbahyea kyun kay agar profit thira bhi milay tou acha hai lakin loss nahin hona chahyea iss lye sirf TP lagain SL na lagain
                    • #11 Collapse

                      stop loss key benefits yahi hey key app key account me stop loss ki waja se big loss nahi ho sakta, stop loss lagany se loss to ho jata hay or es loss ko recover karna be easy ho sakta hay magar big loss ho jaye to us ki recovery bahot mushkil se ho sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        bhai, stop loss ek ase chez ha jo apko moka dati ha ka apka aur zada trade kren aksar dafa asa hota ha ka trader stop loss nai lagata aur market un ka opposite chal jati ha aur bht zada loss da jati ha but aksar dafa asa b hota ha market stop loss hit krwana ka bd phr use direction ma chal jati ha .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Apka question bohat acha hai k stop loss lagana chahiye k nahi mager yad rekhain k new traders jin k capital bohat kam hota hai wo kabhi bhi ye ghalti na kerain k stop loss k beghair trading shuru ker dein kion k market kabhi kabhi jump bhi kerti hai jis se big gap aata hai aur phir account wash hojata hai. Jin ka capital ziada ho wo log ye risk ly sakty hain aur market k wapis aany k intzar ker sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X