Skrill users mut read!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skrill users mut read!
    Salam to all dear friends.
    Me ap say skrill k baray kuch sahre krna chahta hun agr post achi lgay to rply aur thanx zarur kejeay.
    Me nay pichlay week 2.60$ ki withdraw request send ki thi skill main wo reject ho gae. Me nay insta support team say contact kea unho nay batya k apka withdraw skrill nay reject kr dia ha. So me nay bad m study kea to pta chala k skrill ki policy ha k ap skrill main minimum withdraw ya deposit 10$ kra sktay hain 10$ say kam skrill main na withdraw ho ga na deposit so jo log profit withdraw karwana chahtay hain wo 10$ or more ki request send krain gay to unka withdraw ho ga. Thanx to all
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ne bilkul theek kaha hai skrill kay rules kay mutabiq tou hum 10 dollar tak withdraw laga saktay hain lakin mere kuch dostoun nay tou 3 ya 4 dollar bhi withdraw kya hai skrill se iss lye kam withdraw bhi ho jata hai
    • #3 Collapse

      Dear ap ny scrill k bary mn bht achi information share ki ha ,i think maximum logo ko is k bary mn ni pata hoga.mujhy b pehly ni pata tha r ab pata chala ha.hmn minimum 10$ ki request dalni chahyei ta k hamari withdrawal ki request reject na ho.hmn scrill k rules ko follew karna chahyei.
      • #4 Collapse

        Dear jahan tk mera knowledge hy to ap skrill me jitna marzi withraw kren wo aa jaey ga or jin policies ki ap bat kr rhy han to wo unhon ne apni fees likhi hui hy k agr 10 se kam ho ga to kitni fees lgy gi or agr ziada hoga to phr kitni fees hogi
        • #5 Collapse

          AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum skrill ny withdrawal process bht easy kar dia hy agar ap ka account certified hy tobap apna jazz account b attached kar sakty hain skril k sath.. Is tra ap instant withdrawal ly sakty hain skril se
          • #6 Collapse

            dear jaisy ap ne baat ki hai k skrill par hum minimum 10$ ka withdraw dey sakty hai to ais k bary mai to mujhy pata ni hai kun k aj tak mainy to 10 se kam ka withdraw dia ni hai jis ki waja se hum ko ye masla aaya ho aor sari dafa mera withdraw accept hoa hai skrill par bhi aor insta par bhi.
            • #7 Collapse

              well dear g bohat ache k ap ne ham inform kiya he waise to skrill ki policy bohat restricted hogi hain jiski wajha se kafi logo ko including myself bohat problem ho rhai hai mujhy skrill veryifi karne mey bhi bohat problem ho rhai hai jnab g
              • #8 Collapse

                Skrill me account to account transaction kisi bhi amount me ho jati hain lakin broker ya company accounts ki tarf se transaction kam az kam 10 $ hai so with broker hum 10 usd se kam withdraw nahi ker sakte hain other hand deposit ker k hi ya profit le ker hi 10 se zyda kerain ge to withdraw ho ga otherwise nahi ho ga.
                :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                  Salam to all dear friends.
                  Me ap say skrill k baray kuch sahre krna chahta hun agr post achi lgay to rply aur thanx zarur kejeay.
                  Me nay pichlay week 2.60$ ki withdraw request send ki thi skill main wo reject ho gae. Me nay insta support team say contact kea unho nay batya k apka withdraw skrill nay reject kr dia ha. So me nay bad m study kea to pta chala k skrill ki policy ha k ap skrill main minimum withdraw ya deposit 10$ kra sktay hain 10$ say kam skrill main na withdraw ho ga na deposit so jo log profit withdraw karwana chahtay hain wo 10$ or more ki request send krain gay to unka withdraw ho ga. Thanx to all
                  mere khayal main to ap bohat thori amount sy withdraw lga rahay hain agar ap itni amount sy withdraw lgain gy to hamain itni kum amount ka withdraw nahi ayga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Dear brother is koi baat nahi hay bus Skrill ki new policy Kay mutabiq aap us main kuch fund debit card craded card yeh kiss Skrill account say karwien phir us ki verification karien tu aap ka withdraw kisi be broker say us main aea gay abb new rules Kay mutabiq Skrill ka account verify hon chaiey
                    • #11 Collapse

                      Ji haan hum $10 se kam na Apne skrill account mein withdrawal kar sakte hain aur nahi deposit kar sakte hain isliye aap Sahi keh rahe hain Humko $10 Se Jyada ki withdrawal request karna chahiye aur aap Is Tarah hum bhi kar sakte hai ki aap 10 se kam dollar ki withdrawal request submit karwa sakte hain aur jab aapke paas profit Jyada Jama Ho Jaye phir aap usko Ek Sath withdrawal karwa sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Brother meray knowledge kay mutabiq ap skrill main jitna marzi withdraw krin wo aa jaey ga aur jin policies ki aap baat kar rahy hein to wo unhon ne apni fee lagai hui hay kay agr 10$ say kam ho ga to itni fee lagay gi..
                        THKS
                        • #13 Collapse

                          Bhai main ne kafi time se skrill ko use nahi kiya hai to mujhy is ke bare me pata nahi hai ke kya masla hai is liye main is ke bare me kuch nehi keh satka hon.
                          • #14 Collapse

                            g han dear ye bat hay skrill key through app 10$ se kam withdraw nahi le sakty hey, instaforex mery khayal me 10$ se kam withdrawal pay nahi karta hay kesi be payment method me.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brother aap ne jo information share ki hai iss se bohat logon ko faida hoga. Aap ne theek keha hai hum skrill account main 10$ se kam withdraw ya deposit nahi ker sakty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X