Be careful on weekends

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be careful on weekends
    Friends jesa k ap ko pata hy k weekend pa market close hoti hy to weekend k end pa ya shru ma kafi chance hota hy k market unexpectedly move kary, to us waqt tamam doston ko chaye wo carefuly trade karen ta k kisi nuqsan sy bach saqen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat theck hay magar yeh waqat be hota hay Kay jab market main jab movement main tazi ho tu aap aik acha profit be hasil Kar saktien Hain is lay aap ko us waqat sirf kam lot laga Kar he trading karni chaiey taan Kay aap ko loss Kam say Kam ho
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat thik ha k weaked pr market close hoti ha r weakend k bad market mn bht tezi ati ha islye weakend k bad bht ihtiat sy trading karo ta k los na ho.
      • #4 Collapse

        AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum me apko bta dun k especially Friday k din news bht zada ati hn aur apko pata hy k news ayny se market me distortion ho jati hy.. Is lye weekend pe care full rehna chahiye i agree
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
          Friends jesa k ap ko pata hy k weekend pa market close hoti hy to weekend k end pa ya shru ma kafi chance hota hy k market unexpectedly move kary, to us waqt tamam doston ko chaye wo carefuly trade karen ta k kisi nuqsan sy bach saqen
          Ji Bhai aap bilkul theek Ja Rahe Hain I'm a BK and accurate reading karna chahiye Kyunki weekend pe market Mein Aksar Teri Aadat hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            dear jaha tak baat hai k weekend k baad trade karny ki to hum ko chaye k agar market gap se open hoti hai to sabar kar ley aor hum ais mai tab hi enter ho jab market apne trend bana ley kun k week k baad jo candle banti hai wo ho sakta hai last week ki retracment le rhe ho to hum trade lagany mai jaldi na kary.
            • #7 Collapse

              weekend par bohat carefully trading karni chaye kun k aik tou last day hota hai week ka is main data ka pressure boaht hota hai or dosta 2 days off k bad market nay open hona hota hai koch idea nahin hota in off days main kia news a jaye jo market k liye tekh na ho is liye koshish krein apni trades close kar lainn weeknd ko
              • #8 Collapse

                Aslam o alikoum dear brother daikhain aap ke bat teak hai main bhi sab doston say y he khana chahta hu kay aap weekend pay Market main soch samjh kr inter hu
                 
                • #9 Collapse

                  Weaken k start me market open ho rhi hoti hy or weekend k end pe market close ho rhi hoti hy jis ki waja se market unexpectedly move krti hy or us time trade lgana means k risk lena q k us me ya to ap loss kr len gy ya phr profit hasil kren gy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mansoor kazmi پيغام ديکھيے
                    Weaken k start me market open ho rhi hoti hy or weekend k end pe market close ho rhi hoti hy jis ki waja se market unexpectedly move krti hy or us time trade lgana means k risk lena q k us me ya to ap loss kr len gy ya phr profit hasil kren gy
                    Sahi kaha brother that time market me unexpected turn hoty hain jo k ap ki technical or fundamental dono analysis k khilaf ja sakte hain. Agar hum long term trade ker rhe hain tab weekend trade se nahi derna chahiye but agar short term strategy hain to hum carefully sure analysis k sath hi trades lagani chahiye. Next week start me bhi market kuch pips uper ya neechy start hoti hai jo humary liye complete unexpected ho sakta hai.
                    :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                    • #11 Collapse

                      Bhai jee aap ki baat bilkul theek hay kay weekends par market close hoti hay rau weekends kay baad market main boht tezi aati hay isi liye weekends kay baad boht ehtyat say trading start karni chaiye tak ka munafa bukhash trading ho saky na kay nuqsaaan ho jaye..
                      THKS
                      • #12 Collapse

                        Bhai aap ne bilkul theek kaha hai kay weekends per market bahut zayada move karty hai aur weekend kay baad market ki movement bahut unexpected hoti hai aur uss mein bahut tawajah se trade lagani parti hai kyun kay zari se ghalti se bara loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Ji haan Aap Ki Baat Sahi Hai market weekend par bahut Ajeeb situation Mein Chalti Hai Aur market ki koi Khaas samajh nahi aati isliye Ajab aap weekend par kaam karne lage hain toh bahut achi aapke Saath kaam karna hai aur aapne Zyada risk Lekar Apne order ko open nahi karna koshish karne hai Khel aur Ishq ke saath kaam kare weekend par bahut sari news Aati Hai Jiski wajah se market ke trend ki samajh nahi aati aur bahut confusion Ho Jati Hai
                          • #14 Collapse

                            ye baat dariust ha bohat dafa asai move dkehi gai ky market jahan friday ko close huwi next week jab subho open huwi wo big gap se open huwi ya morning opening mei he big move kar gai ess liye behtr ha ap weekend end pe trade na kro
                            :p Yes You Can Do :p
                            Honesty + Sincerity = Prosperity
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Aslam o alikoum dear brother daikhain magar y waqat bhi hota hai kay market aap kay favor main bhi ho sakti hai aur aur app kay khilaf bhi ho sakti hai ess laiy zarori hai kay aap careful rhain
                               

                              اب آن لائن

                              avatar Aviz
                              avatar Azaad
                              Working...
                              X