natural disaster bhi market ko affect krty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    natural disaster bhi market ko affect krty hain?
    Mera forum members sy yeh sawal hai ky natural disaster bhi market py asar andaz hoty hain kya? Jesy earthquake ka ajana ya koi selaab ajana accident ya militant groups attacks etc bhi marlet ko move krva dety hain?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mery khayal ma agar ye natural disasters kisi bary country ma ay hon jesa k america ya koi aor bara country to phir to ye market pa asar andaz ho sakty hen lakin agar ye disaster Pakistan jesy mulk ma ho to phir mushkil hy
    • #3 Collapse

      g ha dear ye to ap ne thik kaha hai jaisy agar earth quick aa jaye to aus se aus country mai kafi loss ho jata hai jis se market par kafi zayda faraq parta hai agar hum ne funmamental analysis k bary mai parha hoto aus mai yehi k hai jis country k halat achy hoty hai aus ko buy karna chaye.
      • #4 Collapse

        Dear brother jab be kisi be country main koi major desistor ata hay us waqat us country ki economy par be usar andaz hota hay jis ki wajay say us ki currency main changes hoti Hain is tarah jab kissi badi country main isa hota hay tu forex main us ki currency main changes hotien hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
          Mera forum members sy yeh sawal hai ky natural disaster bhi market py asar andaz hoty hain kya? Jesy earthquake ka ajana ya koi selaab ajana accident ya militant groups attacks etc bhi marlet ko move krva dety hain?
          Jee bilkul natural disasters essay market mein bahut Asar Padta Hu Jab natural disasters hote hain toh Har cheez ki supply maker Me Aa Jati Hai Lekin Uske demand Waise Hi Rehti Hai Jiski wajah se price increase kar Jaate Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum bat dr asal ye khy k apko ye dekhna pre ga k natural disasters aye kis country me let suppose usa mn agar aty hain to definitely market pe affected to hun gy is liye doller me rfq pre ga. To jab doller me frq aye ga to major currency mn b volatility aye gi
            • #7 Collapse

              Yes dear bilkul natural disaster bilkul market pe asar andaz hoty han kun k agr koi earthquak ya sailab aa jaey to phr hr cheez band ho jati hy to phr market bhe close ho jati hy to ye effect krta han
              • #8 Collapse

                Yes brother natural disasters or other kind of effect ja ik country ko mutasir kerte hain to us k pair ko bhi mutasir kerte hain. Jse USD ko le len agar America me kuch hota hai ya desister ata hai to usd effect to ho ga hi sath other pairs bhi mutasir hu ge ku k usd me bohat business ho raha hai or America super power hai so is kisam ki news or fundamental analysis ki bhi Forex trading me bohat ehmeyat hoti hai or ye awamil market pe directly ya indirectly asar andaz zarur hotay hain.
                :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                • #9 Collapse

                  Natural disaster ke waja say b Forex trading ke market aur khas tor per commodities ke market bohot he ziada mutasir ho saktay hain . ager natural disaster kisi aise jagha per aa jaye jis ke waja say kisi commodity ke supply mutasir honay ka khata ho tu phir price mai kafi faraq aa sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    dear i agree is market mein jab kesi country par jo afat ati hain wo is ke ecnomic par asar dalti hain is mein market bhut ziyda effect karti hai jasa jab japan mein salayb aya tha tab jap down tha or wo regular he down ja raha tha.
                    • #11 Collapse

                      Ji haan natural disasters forex market par bahut Asar Karte Hain Jab Koi bahut zyada natural disaster hota hai to market par bahut jyada Asar padta hai aur Market bahut jyada down Chali Jati Hai isliye Jab Koi big natural disaster rehta hai to aapko bahut carefully se kaam karne Ki Zaroorat Hai isliye aap khud ko Har cheez se update Rehti
                      • #12 Collapse

                        Yes lakin sirf jis country main natural disasters huay hun usi ki currency affect ho gi kiun kay infrastructure disturb hua ho ga. Aisi news long terms traders kay liay kafi zada help full hoti hain
                        • #13 Collapse

                          Dear natural disasters market ko sab say ziada effect kartay hain aap ko pata hona chiay kay jaisay america main cyclone ki waja say oil field sahe tara kam nahi kar pai jis ki waja say oil kay rate increase hotay gay.
                          • #14 Collapse

                            Yes dear natural disaster bhat effect karty hain Agar ksi bary country main selab ya tofan a jae to us ka asrat trading pa party hain bohat zayda
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brother natural disasters yaqeenan effect kerty hain jis county main aaty hain wehan ki economy disturb hoti hai. Forex trading jin countries se manage hoti hai ager wehan natural disasters hon gay to phir yaqeenan Forex trading b effect hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X