account bann ho jana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account bann ho jana
    me ye pochna chahta hun k agr account bann ho jata hy to phr hamen kaise pta chale ga kis waja se hamara account bann hua hy ta k hum ainda kbi aisa ghalti repeat na kren k jis se account bann ho jata ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai, account itni jaldi bann nai hota agr ap es ka rules and regulations ko follow kr raha hain to account bann nai hota agr apna kese b rule ke violation ke ha to apka account ban ho jaata ha aur ap post nai kr skta . es liya forum ka diya hwa bs rules ko follow kre.
    • #3 Collapse

      dear ais mai ye hai k jaisy hi ap ais forum par apna account login karo gay ap ka acount log in ni ho ga aor ap ko pata lag jaye ga samny likha hoa aa jata hai k ap ka account bann ho gia hai, ais mai ye hai k ap jo forum k rules hai aun ko follow kary ta k ap ka account bann na ho aor ap ko bonus milta rahy.
      • #4 Collapse

        Account on logo ke Bane Hote Hain Log Yahan Par rules follow nahi karte isliye Aapne Yahan Par Apne farm rules ko follow karna hai phir aapka account Kabhi Ban nahi hoga Is Tarah Se Aap Yahan Par apna kaam kar sakte hain Apne Apne account ko band hone se bachane ke liye rules to follow karna hai
        • #5 Collapse

          Dear brother jab be aap ka koi account banned hota hay tu wo aap Kay status pay show be ho jata hay or jab aap login kartien Hain tu be aap ko us ki reason be Bata Dena jati hay Kay aap ka account kiss waja say banned Howa hay
          • #6 Collapse

            Bhai pwhly ro hamen chaye ka forum k rules and regulations ko follow karen ta k hamara account ban na ho jy second ye k jb account bann ho jata hy ro message display ho jata hy k account kis waja sy bann hua hy
            • #7 Collapse

              dear account without any reason key to banned ho nahi sakta hay, jab kesi ka account banned ho jata hay to us key knowledge me be hota hay rules ko follow na kar key hi us ka account banned howa hay.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mansoor kazmi پيغام ديکھيے
                me ye pochna chahta hun k agr account bann ho jata hy to phr hamen kaise pta chale ga kis waja se hamara account bann hua hy ta k hum ainda kbi aisa ghalti repeat na kren k jis se account bann ho jata ho
                agar hamara account ban hota hai to is main hamari ghlati hoti hai zroor bila wjah hamara account ban nahi hota hai hamain withdraw k rules ko jananany k baad he withdraw he krwana chauye
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Dear paheli baat yeh hai kay account jab baan hota hai tou banday ko khud hi pata chal jata hai aur jab account band hota hai tou moderator aap kay portal pe sub tafseel bata deta hai kay aap ka account kis wajah se close hua hai
                  • #10 Collapse

                    Dear agar hamara forex wala account banned ho jay to login nahi ho ga simply because aap ko pata hona chiay kay Pakistan forex forum wala banned ho jay to reason a jati hai mail box main kay aap ne copy paste ki hai is waja say aap ka account banned kar dia gia.
                    • #11 Collapse

                      Account ban hona koi bari bat nahi hai aksar account ban ho jata hai agar hum kisi ki post ko copy paste karte hain ya daily ki maximum posting limit ko cross karte hain ya phir big withdraw request lagate hain to hamara account ban ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        dear is forum mein he apko asa bhut si instraction mil jain ge jis mein apko wo btata hain kah agr ap ya mistakes karin ga ya account ban ho jaya ga wasa ip ka issu jab bhe ata hai tab account ban ho jata hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Brother account kay ban hone ki sab se bar aur main wajah instaforex waly ne jo rules and regulations banaye hein un ko nazar andaz kar diya jaye to phir kabhi na kabhi account ban ho jata hay aur phir recover bhi nai hota..
                          THKS

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X