Market buyers ki waja say buy hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market buyers ki waja say buy hota hai
    Dear members kia kisi bhi trading instrument ya currency pair main agar buyers ka volume seller say zada ho ga to market buy ho gi ya market ki movement supply ir demand per hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai market ki to ais mai jab bhi buyyer zayda hoty hai to aus se market ko up jana chaye aor ais mai ap ne dekha ho ga k Rsi indicator ap ko bata raha hota hai k ais time market mai bahot zayda buyyer hai jis se waja se market bahot up chali gai hai agar hum ye dekh k kaam kary to time par exit le sakty hai.
    • #3 Collapse

      Dear friends jb b kisi cheez ke demand barhti hy to automatically us cheez ke price b barh jati hy yahe qanoon yahan b lagoo hota hy jb b kisi commodities ya currency pair k buyers ziada hon gy to us ke price up jy ge
      • #4 Collapse

        Dear ye dono cheezing aik doosry ay juri hue hn agr demand zyada hogi to buyer zyada hngy r jb buyers zyada tadad mn buy karein gy to market up jaye gi.chart mn candle sticks buyer r seller ki jung ko dekhati ha.jb buyer zyada hongy to market up jaye gi.
        • #5 Collapse

          g nahi dear ye ghalat soch hay key agar zeyda traders kesi pair ko zeyda buy karen gey to us ki market buy hi jaye gi, ye sab news par hi depend karta hay.
          • #6 Collapse

            Mera nhi kheyal ky market buyers ki waja sy buy aor sellers ki waja sy sell hoti hai agr aisa hota to jub koi currency down tren ma ho to wo down he jati rahy gi up ma ho to up he jati rahy gi yeh market movement ki samjha lgana asan kam nhi hai bhai
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              g bhai, market supply and demand per he chalti ha agr supply and demand nai hota to market move he nai kr skta es liya jb buyer market ma hota hain to market buy hoti ha aur agr market ma seller zada hain to market sell hoti ha.
              • #8 Collapse

                Yes dear market main jab buyers ziada hun gay to hamain ziada tar yehe daikhna chiay jab market phasa hota hai to koi buyers ya seller long term kay liay nahi buy kartay bas tab tak market phasa raita hai or meray hisab say to opposite move karti hai market zada tar.
                • #9 Collapse

                  Ji haan aapne bilkul theek kaha hai market mein jo price hoti hai wo tag of War kaam karti hai Jo buyers hote hain woh market ko upar Jaane Ki Koshish karte hain aur jo sailor hote hain woh market Ko Nahi chalay Jaane Ki Koshish Karte Hain Is Tarah Se market Upar Neeche Chalti rehti hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                    Dear members kia kisi bhi trading instrument ya currency pair main agar buyers ka volume seller say zada ho ga to market buy ho gi ya market ki movement supply ir demand per hoti hai.
                    Forex trading market in Chennai ki wajah a buyer's order salads with Jabbar market Mein Empires Jyada hota hai to market by main jati hai aur jab market Mein Pehle Se Jyada Hota toh market cell main Jati Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Dear jab buyers zayadanhoon gay tou market up jaye gi aur uss waqt buy ka option hi best hai aur jab sellers zayada ho jatay hain tou merket opposite chal parti hai aur sell ka order laganay sy profit earn kar saktay hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Brother jb bhi buyers ziayada hon gay tu market up jaaye ge ar us waqat buy ka option he san se best hota hay aur jab sellers ziayada hon gay tu merket ulti taraf chal pary gi aur tab ham sell ka order laganay say profit earn kr saktay hein..
                        THKS

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X