Indicator kaisay signal daita hai forex main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator kaisay signal daita hai forex main
    Dear forex trading main agar indicator signal achay dainay lag jay to har bnda profit laita rahay ga. Market ko kaisay faida ho ga.
    Aap ka khaiayl hai indicator kia trading kay liay best hain ya traders ko dokha dainay kay liay bnay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai indicator ki to ais mai program feed hota hai aus ki jo reading hoti hai ye aus k hisab se signal deta hai mean market mai agar koi indicator hai agar buyyer ko zayda dekhta hai to wo buy ka signal deta hai aor agar seller zayda ho to sell ka signal deta hai.
    • #3 Collapse

      Bhai jan indicator apko sirf hint dety hain ky marlet ki yeh situation hai aor next may be market yahan ja akti hai agy apky oper hota hai ky ap iako kesy precept krty hain indicator hundred percent accurate nhi hota sub hypotheses he hota hai.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Dear indicator signals to baray he achay tareekay say daita hai. Aap ko pata hona chiay kay indicator mathematical calculation ki base per trades generate karta hai jis per hamain kafi acha profit ho jata hai laikin loss kay bhi chances hotay hain. Is liay sl zaroor daina chiay.
        • #5 Collapse

          bhai, her indicator ka apna apna method hota ha wasa jasa ka moving average ha ya cross over per trade lata hain aur macd b cross over per trade lata hain es thra her indicator us hisab sa chalta ha.
          • #6 Collapse

            Forex trading Mein Jab aap indicators ko use karte hain aapko in ko use karne se pehle indicators ko study karna zaroori hai aap in ko use nahi kar sakte Aur Is Tarah Se aap in se Sahi signal Bihar se nahi kar sakta use karne ke liye aapko indicators ki learning karna bahut jyada Jaroori Hai important hai aap indicators
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
              Dear forex trading main agar indicator signal achay dainay lag jay to har bnda profit laita rahay ga. Market ko kaisay faida ho ga.
              Aap ka khaiayl hai indicator kia trading kay liay best hain ya traders ko dokha dainay kay liay bnay hain.
              Jab Hum Forex wholesale trading karne ke liye indicator repair signal rakhte hai tu wahan pe likha hota hai Kitni percent by Mein Jaane Ke chance hai aur kitne percent Salon Mein Jaane Ke chance hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Dear indicators aap ko market ki present position kay mutabiq hi indication detay hain aur iss ka yeh matlab nahin kay aap indicator kay hisab se trade lagain tou uss se profit hi milay ga kyun kay kuch daer baad market trend change kar sakti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bhai jee indicators signal kafi achay say dayta hay indicator calculation ki base par trades generate krta hay js par hamin sufficient profit mil jata hay is kay sath sath loss ky bhi chances boht ziyada hotay hein is liye TP zaroor lagani chahiye..
                  THKS

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X