Yeh kasa stupid question hai. Bimar koi hamesha thori rehta hai. Albata ye sawal ho sakta hai ke kia bemai ki halat main bhi forex trading ki ja sakti hai jis ka jawab hai ke ye tu us ki marzi ke wo karay ya na karay. Trading koi asa mushaqati kam nahi hai ke jis ko karnay ke lie bohut ziada physical work karna paray is lie bemar log bhi forex trading kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим