markeet ki movement slow q ho jaati hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ki movement slow q ho jaati hay?
    dear members jaub markeet kaafi dair tak slow ho jati hay us ka kia reason hota hay aisa q hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai market slow hone ke sub se bare wajah koe future big news ho sakty hai jis ka tradr wait kar rahe hoonke wo release ho aur wo trade karen
    • #3 Collapse

      Dear market slow ki aik reason to market ka close hona ha kisi time markets hoti ha r kisi time close..doosri reason news ka wait hota ha.jb news any waly ati hoti to us sy pehly b market slow ho jati ha r news k bad tezi ati ha.
      • #4 Collapse

        Dear market ki movement slow honay ka mtlb market low volatile hai or is tara ki moment ka mtlab hai kai hamain chiay kay bonus account say lot size is time lagana he ni chiay kiun kay market doubt full raiti hai is time
        • #5 Collapse

          market ki movement is wajah se Yahan Par Chalo Ho Jati Hai K Market Mein investments Aana kam Ho Jati Hai Jiski wajah se iski speed main difference Aaj Aata Hai isliye scope manage Karke use kare
          • #6 Collapse

            dear asal mai baat ye hai k market mai buyyer aor seller jo hoty hai aun ki waja se market mai moment hoti hai kai dafa ye hota hai k market mai buyyer aor seller braber hoty hai jis ki waja se market kahe nikal ni pati aor kai dafa sellers aor buyyers kam hoty hai jis se waja se moment slow hoti hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dear members jaub markeet kaafi dair tak slow ho jati hay us ka kia reason hota hay aisa q hota hay?
              Market ki movement is liye slow hoti hai q k akdar market k baray main koi bri news nahi ati ya phr market smooth chalti rehti hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                dear, market ke move kch chezu per depend hoti ha un ma sa kch ma apko btata hn jasa ka agr week ma fundamental release zada hain to market ke move zada hoti ha aur market ka volume jitna zada ho utna he market ma speed zada hoti ha aur market acha move krti ha.
                • #9 Collapse

                  Dear jab kabhi bhi market ki movement slow hoti hai aap ko pata hona chiay kay forex trading main us waqat kisi kisam ki trading nahi karni chiay jis waqat market bot ziada fast ho. So technically market slow tab hota hai jab kuch session open hun or kuch na hun
                  • #10 Collapse

                    Dear market slow iss lye ho jati hai kyun kay uss waqt main world market close hoti hai jaise kay UK japan aur america aur jis waqt sirf asian market kaam kar rahi ho tou uss waqt market slow hoti hai lakin sham ko market mein tezi aajati hai
                    • #11 Collapse

                      Well dear apka sawal bahut acha ha mera khayal ha aik to week k last day aksar market slow hoti ha ic k ealwa aur bhi kafi sari reasons hon gi slow honay ki lekin meray khayal main jb log kafi time mean k 30 minutes ya 1 hours tak us currency ko sell ya buy nai krtay to us pair ki movment slow ho jati ha. Jo log forex main ziyada expert hain unko mazid knowledge ho ga ic baray. Me nay jo kaha ha yeh mera zati khayal ha. Kisi aur ko koi idea ha to please share kray
                      • #12 Collapse

                        Brother market slow hone ki sub say bari wajah future ki big news ho sakti hay jis ka traders wait kar rahy hotat hein jab bhi news release hoti hay to market main tezi aa jati hay..
                        THKS
                        • #13 Collapse

                          Market ki price uss Waqt slow Hoti Hai Jab market Mein Koi bignews Aane wali hoti hai usse Pehle market ki price bahut jyada slow ho jati hai Kyunki mostly trader Apne orders ko close kar dete hain aur Jab Koi being News Aaj Aati Hai To uske baad market ki price ekdum fastly move karti hai aur bahut jyada traders Apne order ko open karne lag Jate Hain aur Market fastly move karne shuru ho jati hai
                          • #14 Collapse

                            yess markrt ki slow hone ki bari wajah yehi hoti hai k us america ki markets band ho ri hoti hain or asian markets main kaam kam hota hai jis ki wajah se market per effect parta hai or market slow ho jati hai ak or reason market ki slow hone k ye bhi hoti hai k us waqt buyers or sellers kam ho jayen to market main koi khas move nahi hoti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear market ke movement slow aur fast hote he aur market ke movement ko smjhna trader ke lie zarore hote he aur trader forex trading mein experience se kam krein aur trader forex trading mein mhnt krein to trader ko market ke smjh a skte he aur trader market ko ache trah se trend ko smjh kr trade krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X