Konsa news ya financial data zyada impact rakta hai forex market par ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konsa news ya financial data zyada impact rakta hai forex market par ?
    News ya financial data buhot he crucial hota hai market k leye q k aksar ye news aor data market ko apne mutabik run karta hai aor market ko ik trend daita hai news mai zayad tar jab interest rate decision ho ya Us ki federal reserve k koi member ka speech ho tau market mai volatility hote hai eske bad agar payroll ki koi data out ho ya GDP ka data etc out ho taab be market buhot zyada sharp movement karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai sub se zayada to market ko effect karty hain wo kise bhe currency ka intrest rate hota hai aur wo he kise bhe trend ke main reason hota hai jub wo data relese hone wala hota hai to market sideways hote hai aur jase he wo releae hota hai market ka trending phase start ho jata hai
    • #3 Collapse

      AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum financial crisis wala news asab se zada volatility creat karta hy market me jesy k brext news ko agar ap ny trade kia ho to ap ko ba khoobi ilm hoga k kinti zada volatility thi market me. .
      • #4 Collapse

        Dear gdp or fed ki jo news hain usd ki jaisay consumer products index waghera in per market fluctuate bot zada karti hai or buy sell kay both pending hit kar kay sl hit karti hai phir movement kartay hain
        • #5 Collapse

          Dear aap ko pata hona chiay kay sab say zada impact jo hai wo interset rate ki news ka currency per parta hai or jo sat main statement hoti hain. In news kay say long term trades achi lagti hain
          • #6 Collapse

            Interest rate news FOMC MEETING MEETING MINUTES ADP CPI PPI ETC market py bht impact krty hain agr apky pas invesing ki web site hai to wahan sy apko easy pta lg skta hai ky three bull jead news zeyada important hoti hai.
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Bhai aap ne bahut achi baatain bataye hainvaur haqeqaat mein aisa hi hota hai aurnlagta hai aap bhi insta mein khoob mehnat kar rahay hain aur aap ka analysis juniors kay kaam aye ga
              • #8 Collapse

                kesi be country ki financial crisis us ko currency par bahot zeyda impact ho sakti hay, or esy currency down chali ja sakti hay, economic calendar se hi ham news ka andaza laga sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Forex market mai b kafi markets hai jin ko kafi diffrent trah ke news zaida effect karte hain . iss liye kisi khas important economic news ka keh dena ke yeh market ko effect karte hai kafi nai ho ga.
                  Lakin generally dollar ko NFP aur Bank interest rate chage say related news ziada effect karte hain.
                  • #10 Collapse

                    Bilkul sahe hy janab and ap ny bari mehnat kar k bohat he achi information share ke hy waqi news ka market pa bara asar hota hylihaza news pa nazar rakhni chaye
                    • #11 Collapse

                      well dear g aesi bohat si news hain ji forex market par effect karti hain onme se most nfp hai jo keh har month keh first Friday ko release hoti he ye bht movement me effect krti he 2ndly jennet yellem ki speech bohat effect krti hai baji hame trade lagany se pehly news calendar lazmi dekhlen chahye
                      • #12 Collapse

                        dear jaha tak baat hai news ki waja se effect ki to ais mai ye hai k agar usd ki koi bari news hai to aus ki waja se usd k tamam pairs aor ais k ilawa gold, silver wagera ais news se effect hoty hai agar hum ais mai news k time trading karna chaty hai to net se hum news calender check kar sakty hai aor aus k hisab se trade laga sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai, her currency's ka apna apna fundamental release hota ha aur sab sa zada NFP news usd per asar krti ha air EUR ka jo fundamental release hota ha wo ECB press conference ha es thra baki pair ka b ese thra hota hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Sab say strong news intrest rate wali hoti hay jis se market boht ziayda move karti hay aur hamin maximum profit hone kay sath sath loss bhi bhi ho sakt hay is liye hamim careful ho kay trade lagani chahiye..
                            THKS

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X