RSI ya relative strength index
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI ya relative strength index
    RSI ya relative strength index ik indicator hai jo aap use kar sakte ho trading mai ye be kafe helpful hota hai q k ye apko our sold aor our bought ki indication daita hai esko aap set kar sakte ho 70 aor 30 k based par ya 80 aor 20 k based par yane jab market 70 ko hit karta hai tau matlab aab market mai jo be pair ho wo our bought hogaya hai aor jab ye bottom ki taraf 30 ko hit karega tau matlb aab market our sold ho gaya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Relative strength index bahut accha indicator hai divergence ke liye use hota hai aur bahut accha Humko signal Deta Hai Jab Hum long time frame per is indicator to use karte hain toh hum bahut accha signal is se le sakte hain for Forex trading mein sahi position par Apna order open kar lete hain aur Jyada Se Jyada profit parcel kar sakte ho
    • #3 Collapse

      G rsi ek bohat he zabardast indicator hai especially in range bound markets wase to har indicator main flaws hoty hain rsi main bhe hain jub market trending main hoon to rsi ap ko false signals date hai
      • #4 Collapse

        Yes of course dear aap ne jo rsi kay baray main likha hai wo kafi zabar dast likha hai agar ham sirf rsi per amal karain to hamain kafi profit raita hai or koi problem nahi hota kiun kay aik strategy main agar loss ho bhi to recovery ho jati hai insta forex bonus account per
        • #5 Collapse

          Bahi ap ki bat theak hai RIS acha indicator hai laken lazmi nai kab70 kontouch krna ka bad over bought ho or 30 ko touch krna ka bad over sell ho is lia ap kuch nai kah sakta market 70 ko touch krta hi change bi ho jati hai or over bought nai hoti
          • #6 Collapse

            Rsi index main jab market ka graph 30 ya 70 ki line ko cross kerta hai tou kuch time ky bahd woh retracement zarur leta hai jab bhi market ki movement wahan tak ho tou reverse order maon agar ap trade open ker lety hain tou kuch time ky bahd apko profit hasil hona shuru ho jata hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              RSI meta trader ka aik bahut acha indicator hai aur iss se hum market ki peak values bhi dekh saktay hain lakin kabhi kabhi market RSI indicator ko cross bhi kar jati hai uss waqt hum kuch nahin kar saktay

              اب آن لائن

              Working...
              X