Daily time frame ke aehmeyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily time frame ke aehmeyat
    Aslamualekum bhai mare iss thread ka main maqsad ap ko daily timeframe ke aehmayat ka batana hai ap agar scalper hain to phr ap ka daily se koe lana dana he nahe hai us ke elawa ap kise bhe qisam ke trader hoon to ap daily timeframe ko zehan main raken aesa na ho ap short timeframe ko dakhty hoe daily ke support ya resistance ke against trade kar rahe hoon to ap ko loss ke chance 95% tak hoon ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ap ny bht achi information share ki ha k daily time frame mn trading karni chahyei.kyun h4 r d1 time frame kafi effective ha.scalping karny waly bandy ko is sy koi faida ni hota.baqi traders ko is sy bht faida hota ha.ap h4 r d1 ki support r resistance ko dekh kar trading karein.
    • #3 Collapse

      Daily time frame baqi time frames ki nisbat zyada important hota hai ky hamain market ka trend read kerny main asani hoti hai ky agar daily ka kuch time guzar chuka ho tou pata chal jata hai ky aj market kis taraf ko move ker rehi hai so usi hisab sy trade open kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Sir forex trading zada tar wae log successful hoty hain jo daily tf pe trade karty hain q k daily time frames zayada reliable hy is se ap ko market k trend ka sae se pta chl jata hy wrna to market me lower time frame pe bht noice hota hy
        • #5 Collapse

          Bhai aapbne bahut achi baat ki hai aur daily time frame bahut faida deta hai agar time frame chota ho ga tou hum ghalt trade laga saktay hain aur loss ho jaye ga lakin dailybtime frame mein iss kay chances kam hain
          • #6 Collapse

            dear market ko agar app ne samjna ho to daily time frame par hi ham asani se samaj sakty hey, short time frame me market ko movement ko samjna easy nahi hota hay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
              Aslamualekum bhai mare iss thread ka main maqsad ap ko daily timeframe ke aehmayat ka batana hai ap agar scalper hain to phr ap ka daily se koe lana dana he nahe hai us ke elawa ap kise bhe qisam ke trader hoon to ap daily timeframe ko zehan main raken aesa na ho ap short timeframe ko dakhty hoe daily ke support ya resistance ke against trade kar rahe hoon to ap ko loss ke chance 95% tak hoon ge
              agar ham forex trading ko daily time dain gy to is sy hamain bohat faida hoga or ham agar daily market pai nazar rkahin gy to hamain pta chal jai ga k market ki kis position chal rahi hai or market k trand sy bhi aagah rahain gy
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Delhi time frame kobe's use Karke is se coffee help Le sakte hain for market Mein Ek accha. Nikal sakte hain wo Yaad Se Kafi Speed ke sath apni working ko manage kar sakte hain Jo Aap Par depend karta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bhai forex treding me ap ager kamyab trder bana chayty hain to apko chahy k ap daily time freme ko dekh ka merket ko analiys kr k ager ap treding lagao gy to apko mery khayal se bohat hi acha profit kr sakty hain
                  ALWAYS BE HAPPY

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X