Long position aor short position difference,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long position aor short position difference,
    Dear members bht sary experts jub forex trading ma technical aor fundamental analysis dety hain to sath ma huint bhi dety hain short position long position to ma apko btana chahun ga ky long position buy ko kehty hain jub ky short position sellkr terminology hai.
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aap ki bat theek hai hamain post aap ki bot achi lagi lakin aap ko pata hona chiay kay sell ya buy or short ya long ye same hi term hai ham is say kuch bhi akhaz kar saktay hain insta forex account per.
    • #3 Collapse

      Goog brothervhamen is ka bilkul pata ni tha thax k ap ne bata dia ha long position buy ko kehte hn aur shit tern position seell ko kehte but mje samj ni a rahi k ye kaise mumkin ha , thora define kr dain kun k mn khud learning pricess mn hn aur mn ne ye terms first time suna hn plz ap is ko expkain kar dain tu behtar ho ga shukria
      • #4 Collapse

        Dear aap ne kafi acha information dia hai kay short position sell ko kaitay hain or long position buy ko kaitay hain. Dear ye tab hi theek hain jab ham kisi kay Annaylis per trading kartay hain agar Annaylis read karnay hun to hamain in terms ka pata hona chiay
        • #5 Collapse

          haan aap sahi keh rahy ho jo senior traders hain wo aisa he kartay hain because unhen yeh options use karna bohot achay tariqay say aata haii jo seniors hain forex main hum sub ko chahiye k jo new traders aa rahy hain forex par un ki help karen ta kay wo bhi achi trading kar saken
          • #6 Collapse

            Dear yeh tou mein nay first time sunna hai aisa pahele kisi post mein kisi ne bhi nahin likba hai aur acha kkya aap ne bata dya hai aur aisa aap khud se bata rahay hain ya yeh term forex mein bhi use hoti hai
            • #7 Collapse

              Gee bhai forex trading ma long position aor short position buy sell ki he aik coded language hai apko forex trading ma in baton ga achi trah sy ota hona chye hota hai ta ky koi bhi jub apko is language ma btaiy to ap foran is bat ko pick kr lia kren
              • #8 Collapse

                Thanks dear ap ki information bohot kam ki hai long position ka zikar hana bi ho wahan buy ka wo kah raha hota hain or jahan short postion ka zikar hai waha sell ko target kr raha hota hain good information asi information lazmi shair karina
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G daer ap sub k ideas bhot achy hai ye short tym position cell or long term position buy ko he kaha jata hai or hm long position ya short position tab he choice kar sakty hai jab hmara analysis acha ho ga afar hmaea analysis acha nai ho ga to hm sahe tarha sy kam nau kar saky gy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X