difference between stochestic and RSI

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    difference between stochestic and RSI
    assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum mera yes thread bnany ma maqsad ye hy k ao logonko strochestic indicator aur RSI ka major difference maloom ho to sun lain k dono ki extreme values lga hy aur strochestic indicator RSI K mukably laging hy jab k RSI ko ao leading indicator k tor pe b use kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai main ap ke de hoe info se thora sa ikhtaladf karoon ga stochastic lead karta hai rai se dono indicators he leading hain lekn original seetings ke sath stochastic lead karta hai rsi py
    • #3 Collapse

      brother hamain maximum indicators ko madday nazar rakha kar aur carefully trade lagani chahiye jis se maximum profit ho saky aur aur agar capital ka size increased ho to risk layty howe lot size ko bhi increased hi rakhna chaiye ta kay maximum possible earning ho saky..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat tou bilkul theek hain lakin aap ne kuch achay andaaz mein iss ko brief nhin kya hai aur aap ki brief ki kuch sakajh nahin aa rahi agar aap ka analysis acha hai tou kindly iss ko aik bar phir brief kar dain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear ap ny syochestic r rsi ka difference bataya ha.pr dear mujhy ap k thread sy kuch khas samjh ni ai.k ap kia kehna chahty ho.mujhy samjh ni ai ya ap ny sahi samjhaya nj.plz koi r bada is topic ko detail sy bataye ta k sb ko asani sy samjh aye .r sb ko trading mn helpfull ho.

          اب آن لائن

          Working...
          X