taiz tar forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear brother forex trading main taiz tar move krne wala gold hai is main profit bhi ziyda hota hai aur loss bhi ziayad hota hai.is liye ap jab bhi trade kren take profit aur stop loss lazmi use kren ta ke ap ka loss aur profit ek had tak rahe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      nice question hai bhai app ka bhai jaan forex ki taz tar market gold ki market hai jo bukhat tazi say moving karty hia
      • #78 Collapse

        Yar forex trading main gold ke market bohat tazz hai and is main profit bhe bohat hy,,main bhe next month se gold trading start karny ka soch raha hoin,,,q k is se hum thory time main zayada earning kar sakty hain.....
        • #79 Collapse

          Bilkol mere aik expert dost ne bhe muje kaha tha ke agar aap intihaye tez trade karna chahte hai tau gold pe trade kare q ke yeh ya tau apko be intiha profit dege ya be intiha loss dege.
          • #80 Collapse

            bhai man to gold py ziada ter treading kera hn or gold bahot hi ziada taz he is man ap pel man bahot sa profet kama seqty hn laqen haman sirf profet ko zehen man nh rekhana chahiey haman loss ko bhi zehen man rekhana chahey
             
            • #81 Collapse

              Mei forex mei trading just currency pairs mei he karti hon or sab se ziada eurusd mei trading karny ko prefer karti hon q k iski movement sab se ziada hoti hai or is se loss hony k bht kam chances hoty hyn, gold and silver mei trading karna bht ziada risky hota hai.
              • #82 Collapse

                forex dunia ki sub say behtar aur tezz market hai jiss me aap ko loss k sath sath profit honay k chances b hoty hian agar apa ko ye samjh ajae k kesay cheezon ko karna hai to aap ko ye cheezon ko samjhna hota hai.
                • #83 Collapse

                  Forex market business kaylehaz say sab say zayada taiz tareen ha is leya kay is main log bohat tazy say aa rahayhain or is main investment b kar rahay hain . or is leya he ya broker bohat tazy saytrakey kar raha ha .
                  • #84 Collapse

                    bai forex me sabi market kafi fast hai laikin ap xiada profit loss me trade karna cahty ho to gold pe trading karo bohat fast market hoti hai us ki
                    • #85 Collapse

                      daer aap ka matlab hy kih kon sa pear ki movement ziada fast hy to mery bhai eurjpy aik aisa pear hy kih jis mee ham tardeing kart ky is mee achi earning earn kar sakty haien or yeh pear tradeing ky liy boht aahm hy
                      • #86 Collapse

                        forex ke market mai currencies ke movement ka volume yani pips movement kaam hote hai.currencies se zayada tez movement hote hai gold silver copper ke.ouske ke baad hote hai stock market ke index per.mera suggestion yehe hai ke aap currencies per he kerhe trading.
                        • #87 Collapse

                          i am unable to understand your question forex trading is best to trade you can easily get profit if you have good skills and experience off course every one like it so leaning and joining to get success
                          • #88 Collapse

                            Me to ap ko sirf yehi baat kaho ga k ap sirf or sirf normal cheezon pe hi trading kren q k wesy to is field me sab se taiz to gold or crud oil hi hen lekin is me kisi bhi trader ko kaam kerny se pehly aik aik pair ka khayal rakhna pary ga nai to bahut bara nuqsan utha sakta he
                            • #89 Collapse

                              tez tar market meray hisab say to silver b hy...
                              gold thora slow hy meray khyal say...
                              euro vs usd thora acha hy jald profit b kama saktay hen agar achi trading karna jantay hen to...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Aam tor pr tez tareen market london aur new york market he aur sham 5 se raat 10 baje tk ye dono open hoti hen is liye market me movement bhi ziyada hoti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X