Euro and pound affected or not when uk leaves eu
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Euro and pound affected or not when uk leaves eu
    Dear member of forex trading in this year jitna bhi gbp ya euro peak pakray aap sell kar dain.
    Kiun kay next year
    29 march 2019 ko britain Europe union ko leave kar day ga.
    Whats will bhi the affect on euro and pound u know very well.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ne jo baat ki hai ye kafi zayda informative hai aun sab traders k liay jo long term par trading karty hai aor ais market mai trade laga k khub zayda profit banaty hai agar hum ko ye baty pata ho to hum ko ais ka ye faida hai k hum apny account ais hisab se manage kary gay ta k ain sab pairs par trade kar saky.
    • #3 Collapse

      Brother aap achi information share ki hay waisy bhi yeh kafi zayda gardish main hay liye sell pe lagana ziyada faida mand hay is mian long term trading ki ja sakti hay aur zayda profit earn kiay ja sakta hay agr capital bara ho to lot size pe bhi risk liya ja sakta hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear euro or pound both he effect hun gay or hamain chiay kay is situation main market say door he rahain kiun kay kisi bhi decision say market bot zada fast move kar sakti hai or hamain hamaray bonus account per aisi situation main sl zaroor daina ho ga. Lakin long term kay liay sell hi hai i think so
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear yeh tou aap ne bahut achi baat batai hai aur mere mhayal mein tamam insta forex memebersnko yeh baat pata chal gai ho gi aur jo jo iss currency mein trading kar raha hai woh iss news ko zaroor follow karain

          اب آن لائن

          Working...
          X