forex discipline vs emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex discipline vs emotions
    assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum me jesa k ap janty hain k hmesha technical supportive threads banata hun is thread me b apko min forex discipline k bary batata hun k apny asoolon pe kbi b samjhota nai karna chahiye agar karain gybto ap loss karain gy. so be strong in ur forex discipline
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main hamain waqiay discipline maitain karna chiay mean agar trade generate ki hai to sl or tp dain or phir market bar bar watch na karain kiun kay is say ham emotional mistake kartay hain or apnay bonus ko zaia kar bethtay hain bonus account per lot size increase kar kay
    • #3 Collapse

      dear ye to ap ki baat thik hai k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko emotions ko control karna sekhna pary ga kun k hum jab bhi ais market mai emotional ho k trade karty hai to hum ais market mai loss hi karty hai agar hum ne ye control kar lia to ye samjhy k ais market par kaam karna humry liay bahot asan hai.
      • #4 Collapse

        brother aap nay bilkul sahi kaha hay magr kabhi kabhi apnay bnaye gay asool kam nai aaty aur un pe samjhota karna hi parta hay is kay elawah koi chara nai hota hay so hamin har mamlay main careful rehna chahiye aur phir ye business karna chahye..
        THKS
        • #5 Collapse

          Dear forex trading main discipline ki zaroorat hoti hai or aap ko pata hona chiay kay agar hamain apnay insta forex bonus account mean Pakistan forex forum affiliate account per trading karna hai to leverage kam hota hai. Isi liay lot size bhi 250usd per 0.50 say increase na karain or sl dain or tp bhi dain tab aap achay say apnay emotions ko control kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Dear aap ne bahut achi baat ki hai aur mere khayal mein tou aik kamyaab shaks kabhi bhi apnay asooloun per samjhota nahin karta aur insta forex mein trading kartay huay aap ko emotions ko bhi control mein rakhna chahyea
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Ap baat sahi ha traders ko trading kay doran discipline kay sath kam karna chiye aur apny plan kay mutabiq he trading karne chaiye. traders ager apny plan to side per rakh dain aur baghir discipline kay emotion ke base per trading karin gaay tu lazmi loss he ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X