Zyada tar log loss q karte hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada tar log loss q karte hai
    Zyada tar log loss es leye karte hai q k wo real trading start kar daite hai bena koi proper learning k wo just account open kar k investment kar daite hai aor trades lagana shoro kar daite hai wo samajte hai ye buhot easy hai lekan jab wo sub kuch lose kar jate hai taab he onko ahsaas hota hai k ye business hard work aor experience k bena buhot mushkil hai

    IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir ziada tar loss hamri kud ki waja say hota ha qk hamry pas experince nai hota ha qk forex ma main waja hi yahi ha jesy k hamry pas experince nai ha or ham buy ki trade laga dety ha or hamay market ka pta hi nai hota ha or market sell chali jati ha to apko pta ha k hamay loss bhi easily ho sakta ha islay apko dakh kr hi trade krni chahiye or experince lazmi homa chahiye
    • #3 Collapse

      Dear frend har kam k starting mai loss hota he hai os ki waja ye hai starting mai hmy kam ji itni samjh nai hoti laken jab ahesta ahesta kam shoru kar daty hai to hmy es ki samjh b ane lgti hai insta forex mai b yahe waja hai k starting mai hmy itni samjh nai hoti ya kuch logo ko samjh to hoti hai laken wo apna bouns nai dakhty or zarurt sy zayda bhori lot lgaty hai jin sy uny nuqsan othana parta hai.
      • #4 Collapse

        dear trading me loss hony key bahot se reasons hey, app ghalat time me trades open karo gey to loss ho sakta hay, zeyda greed karo gey to be loss ho sakta hay, trading me jald bazi ya emotions be app ko loss karwa sakty hey.
        • #5 Collapse

          zada tar loss sirf wo log karty hay jo k lalach karty hay hur is kam ko samjhy bagyr karty hay tou jb tak hum lalach nai chorygay hum trading tou kia kisi bhi kam may kamiabi hasil nai kar sakte
          • #6 Collapse

            Maximum loss hamri apni wajah say hota hay kiun kay hamry pas experience nai hota hay aur forex main waja hi yahi hay jesy ham bina experience kay buy ki trade laga dety hain aur hamin actual market ka pta nai hota hay or market down ho jati hay to hamin pata hay kay hamay loss bhi easily ho sakta hay islay hamin dakh kar hi trade krni chahiye or experience lazmi hoaa chahiye..
            THKS
            • #7 Collapse

              Ziarat unlock Forex trading Mein is wajah se log Karte Hain logo ko Forex trading Mein kaam karna hai nahi aata hu Yahan Par nahi samajh Pate ki Forex trading Mein Kis Tarah Se kaam karna hai aur Kis Tarah Se yahan se earning Jai log Forex trading practice Karta Nahi Hai Aur direct real account mein kaam karna start kar Deti Hai Jiski wajah se unko loss ho jata hai
              • #8 Collapse

                dear jaha tak baat hai loss ki to ais ki bahot sari waja hai k log ais market mai loss kun karty hai agar hum money mangement k sath kaam karty hai to hum agar ais mai loss karty bhi hai to kam kary gay, dosra ye hai k log ais mai sl use ni karty jis ki waja se log ais mai loss karty hai.
                • #9 Collapse

                  dear q k log is mein acha work kr k kafi achi earning kr lety hein or fir us mein kam experience or kam balance ye 2 wajohat hein jis ki wja sy hard trader loss kr bethta ha or lalaich bhe is ka hisa ha is liye in sy door ho kr work behtar earning ki ja sakti ha or loss sy bacha ja sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Zayada ter log loss iss lye kartay hain kyun may un ko online trading ka itna zayada experience nahin hota aur jis ki wajah se woh ghalt trade lagana start kar detay hain aur phir emotions ko control nahin kar patay jis se woh loss pe loss kartay hain
                    • #11 Collapse

                      G han dear ap ki bat bilkul theak ha zayada tar log isi liye loss karty hain kyun k achi tarha learning ni karty aur thora bahut seekh k trading start kar dety hain aur loss karty hain is liye pehly achi tarha k knowledge gain karyn aur analysis karna seekhyn aur phir trading karyn
                      • #12 Collapse

                        jo log overconfidence hoty hn ya jin ke pass experience ni hota wohi akser loss khaty hn loss se bachny ke liy market trends ko daikha jai aur is hisab se trade lagai jai
                        Signature removed by moderator
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          of course bahot se log demo account ko use nahrn kerte wo yeh samjhte hain key demo account per trading karna time ko vaste karne ke brabar hai per wo yeh bhool jate hian key kisi bhi field main jab take maharat hasil na key jay us time tak admi us mai kamyabi hasil nahen kar sakte iley hame bhi demo account per practice karni chaey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X