loss hony ki asal waja kiya hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony ki asal waja kiya hy
    Loss hony ki ham sab ko pta hy k asal waja kiya hy phr bhi ham who galti krty hy ab sab ko pta hy k sl use krny sy ham save reh sgty hy account wash nai hoty hy thora sa loss hota hy to who cover ho jata hy agli trade sy pr phr bhi ham sl nai lgaty ji ski waj sy loss zeada hota hy jab market breakout hoti hy to phr loss bhoot hota hy jab k sl lga howa ho tto zeada nai hota hy sab ya bat manty hy phr bhi ya nai use krty hy bhai forex ko ham nai chalaty hy ya hamari mrzi sy nai chalti hy is my hamny is k rols ko flow krna hota hy tb hi ham kamyab hoty hy is my
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir loss honi ki asal or main waja ya ha k ham lalch krty ha or kuch mistakes ho jati ha qk forex ma aek choti si mistakes apko bhot bhara loss bhi krwa sakti ha islay apko koi bhi trade lagaty ha to apko soch samaj kr hi trade krni chahiye qk ziada tar loss hamri lots size ziad krnay or ziada risk lenay si apko loss ho sakta ha
    • #3 Collapse

      hamari apni ghlti ki waja sa losses hoty hain aor trader ko forex trading market main breakout ko smjhna ha aor trader ko forx trading main analysis krna ha aor trader ko experience say trade krna profitable ha aor mistakes na hon
      • #4 Collapse

        Los hone ke liye bahut sari reasons ho sakti hai Los Insaan ke apne Upar depend karta hai aur apni mistakes ki wajah se hota hai Har Insaan different reasons Hoti Hai loss Karne Ki Kuch log lalchi hote hain aur kuch log jaldbazi se kaam karte hain aur ke paas experience nahi hota kaam karne ke liye Is Tarah Se loss hone ki bahut sari reasons ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Loss kyun hota hai iss ki asal wajah greed bhi ho saktabhai aur beghair experience kay trade lagana ya trading kay baray mein maaloomat na hona jab bhi trade karain tou greed ko side pe rakhain aur jo trade bhi lagain pahele uss kay analysis zaroor karain aur news ko follow karin
          • #6 Collapse

            kisi bhi kam may loss ki asal wajha humara us kam ko sahe se na samjhna bhi hota hay aur dosra humri greed humay sirf loss hi deti hay is liay humay apni greed ko side pe rakh kar hi trading karni cahiy
            • #7 Collapse

              dear me khayal me loss jabi hum krte hain jb hum market ko sahi analysis nhi krte hain kafi dafa hum market ky rojhan ko samjh nhi mate aur sahi strategy use nhi krte aur apna account wash kr bethten hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                janab loss honeki asal wjah ye hote hay jab tarders apni tarde par greed ka sath dey aur emotional ban kar tarding kare big lots lga kar ya bena nalysis k trade kar k wo apna account wash karta hay ye khami he tarders ko loss deti hay aur aksar traders hamen dekhe jate hain jo hamesha har bonus ko greed k sath shamil kar k kuch din ki trading karne k khali hath dokar beht jate hain to aesa nhe karna chahye hamen thoda thoda profit bna k moth ki averaeg bna len to hamaen 1 moth men acha khasa profit mel sakta hay forex se

                اب آن لائن

                Working...
                X