forex mai new qadam rakhny walon k liye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex ma new qadam rekhna valo ka liya ma ya kaho ga ka un ko practice kar ka ya kam karna chaiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      han ji kafi achi site batii hai aur is site se hum kafi fida le sakte hain but main saath main yahi kahon ga ke ager ap Pakistani forum main kaam karte hain tu ap ko itna kuch yahan se bhi learn karne ko mil jata hai ke ap ko kisi aur site se zarorat nahi parti hai
      • #153 Collapse

        forex trading is a very good earning platform but for that you can never deny the fact that it also has very risk involved in it. That risk is very common because the forex market is very uncertain and unpredictable.
        • #154 Collapse

          je ha bahi new trader ko welcom in foerx trading bahi ap sub se request ha ke ap logo ko cahye ke ap apne trading ka ach knowlege hasile kare take ap acha eanr kar sakte
          • #155 Collapse

            Jee haan bhai jaan sahi baat hai hum usduforexguide se kafi ache se trading ko seekh sakte hain aur apne knowledge me hum kafi had tak ezfa kar sakte hain......
             
            • #156 Collapse

              ge forex ma new trader ko chaheye ke wo zyda se zyad learning kre or demo account bana ke uspe practice kre apni skill behtar banaye or improve kre is se unke succes hone ke chances bar jayenge or wo kamyab hojayenge
              • #157 Collapse

                dear members forex mein new comers ke lioye bus yahi ke hard work practice or experience must hai or practice honi chahiye jis ke liye demo account best hai
                • #158 Collapse

                  forex trading mein kamyab hony k leye target b wo set kren jo achievble hon. target agar artificial hoga to us mein risk b ziada len gy or risk and mony mangmnt b proper ni hoge jis sy loss k chances barh jaen gy.trading learn ker sktey hen lekin is sey achi baat ap is forum mey bhe bohat kuch seekh sktye hen yahan mojood taleem section mey kafi experienced or acha traders hen jo aik aik bat sikha rhey hen new members ko woh bhe Urdu mey.
                  • #159 Collapse

                    me to new traders ko yehi kaho ga k is me ap k lye kamyabi zror hai lekin is ko samjh lena chahyek kesay kya jae jis sk bina hum ye cheez ko nahi samjh sakty hain.
                    • #160 Collapse

                      Dear thank for guide new trader is say new jo member hain unko kafi faida hoga or wo b achay trader banay ka muka milay ga or trading kasay hoti hai ye sub and knwledge or exprience kafi gain kar saky gain
                      • #161 Collapse

                        G han mere bhai aap ne theek kaha hai urduforexguide bohat achi hai is mien kam karna easy hai aur is se hum aasani se learning kar sakte hai mai is site ka pehle bhi kafi zikar kar chuka hun apni posts mein ye bohat achi site hai.
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahzy پيغام ديکھيے
                          je bhai ap thek keh rhey hen is site per bhe urdu mey forex trading learn ker sktey hen lekin is sey achi baat ap is forum mey bhe bohat kuch seekh sktye hen yahan mojood taleem section mey kafi experienced or acha traders hen jo aik aik bat sikha rhey hen new members ko woh bhe Urdu mey.
                          ji ha bilkul thek kh rahy ha ye learning k liya bohat achy site ha jaha s humy bohat achy information mil sakty ha is m hum urdu m b learn kar sakty ha is m bohat achy knowledge waly post majood ha jin s hum trading m kafi help mil sakty ha
                          • #163 Collapse

                            g han dear ap ki post parh kar khushi hoi hai ap ny pehly hi humain itna facilitate kya hai humain forex trading mai kis tarhan kaam kya hai or ab to ap ny hum logon k lye bohat hi easy kar dya hai k hum yahan aa kar learning kar skty hain . Thank you again
                            • #164 Collapse

                              forex mai new qadam rakhny walon k liye paish e khidmat hai ab urdu zabaan mai complete urdu forex guide on urduforexguide.com per. ap sab forex ki tamam basic information is website sy hasil ker sakty hain wo bhi urdu mai...........Jee bro apne nice information share ki he .... he yaqeenan is website men har aik urdu ki cheezen likhi hui hen mene ye website bohat ache treqe se read out ki he .... aur bohat faida hua he mujhey ye website use karke ismen bohat sare indicator ke baren men likha hua he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                mere bhi agar kase ny forex trading ko abi join kya ah to us ko cheye k wo phiel to forex ki trade k liye demo accout use karn is sy ach earn karn or tb he ap forex par proper trainig kr k kuch earn kr sagy gy is liye ap ko forex par sb sy phile proper trainig krni chaey is k bad he forex par kaamkarn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X